Posts

Showing posts from December, 2016

apni facebook timeline me kisi or ko post or tag karne se kese roke

Image
apni facebook timeline me kisi or ko post or tag karne se kese roke hello dosto aj me ye post ap logo ke liye is liye lekar aya hu ki yadi apko koi bar bar tag kar ke apke timeline me uski post dalta h to aj me uska hal lekar aya hu aj ham is post ki madad se jo hamko tag karta h usko tag karne se rokenge Facebook account hack hone se kese bachaye kyonki dosto facebook me kuchh yese friend hote h to bohot kharab pic ya faltu ki pic upload karte rehte h or hame tag karke parsesan karte rehte h Top 10 best offline games  hame majburi me ya to us friend ko block karna padta h ya uski post ko apni timeline se hide karna padta h par dosto aj ham apke liye yesi trick lekar aye h jisse hame or koi tag nahi kar payega Free me website kese banaye  apni facebook me kisi or ko tag karne sae kese roke-  1. sabse pehle apne facebook accunt  par jaye 2. niche setting or privacy par ckick kare 3. ab yaha par apko kuchh option dikhai denge unme se apko timeline and tagging par click karna

Whatsapp group chat invite kaise kare

Image
Whatsapp group chat invite kaise kare Hello friends aj is post me whatsapp group chat invite kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Group chat invite whatsapp ka ek bohot hi accha feature hai iski madad se hame apne group me members ko add karne me bohot aasani hoti hai is whatsapp group chat invite feature ki madad se ham apne group ki invite link create kar sakte hai or aasani se uski madad se members add kar sakte hai. Group chat invite ke fayde - kabhi kabhi yesa hota hai ki hamare pas sirf 50-60 logo ke whatsapp no. hote hai par hamko or jada logo ko hamare whatsapp group me jodna hota hai isliye ham kisi or ko bhi group ka admin banana padta hai. kabhi kabhi yesa hota hai ki ham jisko group admin banate h vo hamko hi remove kar deta h or uske hath me bhi pura group ka access hota h isi se bachne ke liye ham group chat invitation ka use kar sakte h isse jiska no. hamare pas nahi hota usko bhi ham group me add kar sakte h or sabhi group member ka no. save karne