Facebook me tag list se kese nikle
Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi dosto me aj is post me bataunga ki kis prakar ham facebook ne tag ki problem ko solve kar sakte h ya khud hi nikal sakte h
Dosto ap sabhi ke sath aksar yesa hota hoga ki jab koi apka facebook friend koi pic upload karta hoga to apko tag kar deta hoga jisse uski pic apki timeline me dikhai deti h or us pic ke notification bhi dikhai dete h par aj me apko yesi trick batane ja raha hu jisse yadi apko koi tag karta h to ap khud hi tag se nikal sakte ho par Facebook ka ye feature bohot kam log ko pata h is liye me aj is post me us feature ke bare me bata raha hu or jab koi bhi pic ke tag list se hat jaoge to vo pic apki profile timeline me dikhai bhi nahi degi ab samjh hi gaye hoge ki jis feature ki me bat kar raha hu vo kitne kam ka h or ab ap usko janna or use karna jarur chahoge to chaliye dosto start karte h or kisi bhi pic ki tag list se bahar nikal jate h
Blog me search box kese lagaye
1. Sabse pehle facebook app me apni id open kare
2. Facebook account open karne ke bad profile me jaye
3. Yaha par ap jis post me tag ho us post me jaye
Fb page template kese change kare
4. Post me upar right side me ek down aero ka icon dikhai dega us par click kare
5. Ab apko kuchh option dikhai denge apko remove tag par click karna h
6. Ab ek massage show hoga kya ap sach me nikalna chahte ho to ap confirm par click kare
7. Ab jis post ke tag se ap nikle the vo pic apko dikhai nahi degi iska matlav ap tag list se remove ho gaye h
Dosto isi type se ap or dusri post ki tag list se bhi nikal dakte h dosto apko ye post pasand ayi ho to ap share jarur kare or Facebook me latest update pane ke liye hamara facebook page ReeHindiTrick like jarur kare
Facebook me send friend request kese check kare
Dosto apko ye post kesi lagi comments kar ke batana jarur yadi apko tag list se nikalne me koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Blog me color full text kese lagaye

Facebook me tag list se kese nikle -

aapki wajah se main facebook tagging se chhutkara paa saka.. Thanks a lot
ReplyDeletegood bro
ReplyDelete