DND service activate kese kare
Hello dosto aj me is post me Dnd service kya h or dnd service activate kese karte h me aj is post me share kar raha hu
Dosto dnd service ham kisi bhi company ki sim me activate kara sakte h or stop bhi kara sakte h bas apko dnd ke bare me thodi se jankari hona chahiye to chaliye jante h dnd hota kya h
Google map me address add kese kare
DND service kya h -
Dnd service ko do not disturb bhi bolte h dnd service ka use net se ane bale msg or company ke promote ke liye ane bale msg or calls ko rokne ke liye kiya jata h
Jis sim me dnd service activate hoti h us sim me net se msg ana band ho jate h or faltu ke ads bale msg bhi nahi ate
Mobile garam hone par kya kare
Dnd service ka use kar ke ham banking , credit card, aducation, home, loans etc ke promotion ke liye ane bale calls or msgs ko stop kar sakte h
DND service activate karna bohot asan h ap simple niche ke steps follow kare
Method 1
1. Sabse pehle ap jis company ki sim use kar rahe h us company ke customer care no. Par call kare jada tar company ke customer care no. 198 hota h
2. Ab apka call receive hone ke bad ap DND service activate karne ke liye bole
Mobile chori hone par kya kare
3. Ab apke no. Me DND service activate ho jayegi
Method 2
1. Apne mobile ke msg me jaye
Seo ready responsive blogger template
2. Ab yaha par msg type kare capital me START
3. Ab msg ko 1909 me send kar dijiye
Dosto is prakar se ham apne no. Me DND service activate kar sakte h or INTERNET se ane bale msg ko tok sakte h
Dnd service activate karne ke liye kisi bhi prakar ka pay nahi karna padta ye free service h ise koi bhi kabhi bhi activate kar sakta h
Kesi lagi ye post batana jarur yadi apke man me koi question ho to ap comments kar ke puchh sakte h me ans dene ki puri kosis karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Best app lock for android mobile

DND service activate kese kare -