Website seo score check kese kare
Hello dosto aj me is post me website seo score check karna bataunga ki kis prakar ham apni website ka seo score check kar sakte h or seo check kyon karna chahiye and kya kya check kar sakte h
Sabhi blogger/website owner chahte h ki apni website ka seo score check kare par kya seo check karne ke liye pese dene padte h nahi dosto online bohot sari website h jin par website seo score free me check kar sakte h
Blog ke liye sitemap kese banaye
Seo check karne se kya kya jankari milegi -
A. Website seo score
B. Meta tag description
C. Social media
D. Heading ki jankari (H1,H2,H3)
E. Website page speed
F. Keyword thik use kiye gaye h ya nahi
G. Website ka name seo friendly h ya nahi
H. Backlink ki jankari
Blog post google+ me auto share kese kare
Or bhi bohot si jankari check kar sakte h or koi problen nikalne par problem fix bhi kar sakte h to dosto ab ap samjh hi gaye h ki website ka seo check karna kitna jaruri hota h
1. Seo tester online - click and go seo tester online
2. Woorank - click and go woorank
1. Sabse pehle seo tester online website me jaye
2. Ab apni website ka URL dale ex. Www.reehinditrick.in
3. Ab search ki button par click kare
4. Ab kuch hi der me apki site ka result show ho jayega
Sem isi type se woorank website me bhi seo score check kar sakte h
Note -
Website ka seo score check karne ke bad me apko bolna chahunga ap dono website seo tester online / woorank me apni site ka seo score check kar le apki website ka score dono website me 50% se upar hona chahiye tabhi apko google me achha result milega
Blog post jaldi search me kese laye
Website score 50% se kam hone par ap apne website ka seo optimaize jarur kare or seo better kare
Is prakar se website ka seo score check kar sakte h ummid karta hu apko ye post pasand ayi hogi dosto kesi lagi ye post batana jarur next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....
Hello dosto aj me is post me website seo score check karna bataunga ki kis prakar ham apni website ka seo score check kar sakte h or seo check kyon karna chahiye and kya kya check kar sakte h
Sabhi blogger/website owner chahte h ki apni website ka seo score check kare par kya seo check karne ke liye pese dene padte h nahi dosto online bohot sari website h jin par website seo score free me check kar sakte h
Blog ke liye sitemap kese banaye
Website seo score kyon check kare -
Sabhi blogger apni website ke post ko google me acchi rank me lana chahte h par google me apni website ko google me acchi renk me lane ke liye website seo friendly hona chahiye or website ka seo score achha hona chahiyeSeo check karne se kya kya jankari milegi -
A. Website seo score
B. Meta tag description
C. Social media
D. Heading ki jankari (H1,H2,H3)
E. Website page speed
F. Keyword thik use kiye gaye h ya nahi
G. Website ka name seo friendly h ya nahi
H. Backlink ki jankari
Blog post google+ me auto share kese kare
Or bhi bohot si jankari check kar sakte h or koi problen nikalne par problem fix bhi kar sakte h to dosto ab ap samjh hi gaye h ki website ka seo check karna kitna jaruri hota h
Website seo score kaha se check kare -
Website ka seo score check karne ke liye apko bohot sare online tool mil jayenge par me yaha par sirf 2 website ke bare me bata raha hu jisse ap free me sahi sahi seo check kar sakte h1. Seo tester online - click and go seo tester online
2. Woorank - click and go woorank
Website seo score kese check kare -
Mene yaha par seo check karne ki 2 website bataya hu dono hi website me seo check karne ki steps lagbhag sem hi me yaha par seo tester online website me seo score check karna bata raha hu1. Sabse pehle seo tester online website me jaye