Blog post publish karne ke bad URL change kese kare

Blog post publish karne ke bad URL change kese kare 
Hello dosto aj is post me bataunga ki kese ham post ko publish karne ke bad post ka url edit ya change kar sakte h


Yadi ap ek blogger h to apne bohot bar dekhe hoge yadi ham blog post publish kar dete h to post ka url change ya edit nahi kar pate Par yadi url change karna h to ham url ko change or edit bhi kar sakte h

Blogger me url set karne ka 2 option hote h automatic or custom ot jada tar blogger custom url hi use karte h par kabhi kabhi yesa ho jata h ki ham post ka custom url set karna bhul jate h or post publish kar dete h or new blogger ke sath aksar yesa hota h mere sath bhi hua tha 2-3 bar par ham post ko delete karke fir se likhne ke bajay url ko change or edit bhi kar sakte h to chaliye start karte h
      Blog or address bar color match kese kare

Post publish karne ke bad utl edit or change kese kare -

Kisi bhi post ka url edit or change karna bohot hi aasan h bas apko niche ki kuchh steps ko thik se follow karni hogi

1. Blogger dashboard open kare

2. Ab jis post ka URL change ya edit  karna h us post ke niche edit par click kare

3. Post editor open hone ke bad ap sabse pehle save to draft par click kare


4. Ab ap post ka link change ya edit kar sakte h iske liye ap right side me permalink par 3-4 bar click kare

     Blog ko Google+ se link kese kare

5. Permalink par 3-4 bar click karne par option show ho jayenge automatic permalink or custom permalink ka ab ap custom permalink par click kar ke post ka url change kar sakte h


6. Url edit karne ke bad done par click kare

7. Ab last me ek bar post save par click kare or publish par click kare

Ab ap jis post ka url change karna chahte the us post ka url change ho gaya h ap chahe to post ka url check kar sakte h

Note -
Kisi bhi post ka URL edit ya change karne se pehle is bat ka dhyan rakh le yadi apki post google me index h or ap post ka url change karte h to apki post google se search karke open karne par post open nahi hogi page not found ka msg show hoga

      YouTube channel trailer video set kese kare

Yadi ap edit post ko google se open karana chahte h to apko us post ko fir se google me index hone ka wait karna hoga ya fir apko us post ke old url ko new url me redirect karna hoga.

Kesi lagi ye post comments karke batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock