Adsense link ads create kese kare
Hello friends aj is post my AdSense me link ads kese banate h iske bare me bata raha hu
Sabhi jante h adsense bohot achhi pay ads network h or sath me ap ye bhi jante hoge ki ads jada text/image ads lagane se website ki loading time bohot jada ho jata h kuchh bar to yesa bhi hota h slow network ke karan text/images ads open hi nahi ho pate or visitor site se chale jate h isse hame ads ne bohot kam click milte h
Or yadi bat kare link ads ki to link ads text/image ads se fast show ho jate h or link ads contant se match ho jate h yadi visitors ko link pasand aati h to click karne ke chances badh jate h or link ads use karne se hamare blog/website loading time me jada problem bhi nahi aati
AdSense account disable/suspend hone se kese bachaye
Adsense link ads ko ham ek page me 3 ads unit laga sakte h or text/image ads ke mukable jada loading bhi nahi lega or jaldi show ho jate h to chaliye dosto start karte h
1. Sabse pehle Google AdSense open kare
2. Ab apne AdSense account me login kare
3. Adsense account open hone ke bad menu par click kare
AdSense ads code kisi other site me use ho rahe h kese bache
4. Ab yaha par ap my ads par click kare
5. Ab new ad unit par click kare
6. Ab yaha par link ads create kare
A. Name - yaha par ads ka name add kare
B. Showing - showing ke aage bale menu par click kare link ads select kare uske bad apko niche ads size choose karna h to ap responsive choose kare
C. Text and style - yaha par ap ads ke liye color set kare ya fir yese hi automatic hi rehne de
7. Ab ap last me save and get code par click kare
Apni pasand ke AdSense ads show kese kare
8. Ab apko yaha par ads code dikhai dega us code ko copy kare
9. Ab ap apne blog me jaha link ads lagana chahte h code past kar dijiye
10. Ab apne apne blog ke liye adsense ke link ads create kar liye h
Is prakar se ham AdSense me link ads create kar sakte h or apne blog me link ads show kar sakte h
AdSense account apply karne ke bad kya kare full guide
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

AdSense link ads create kese kare -
AdSense me link ad unit create karna bohot hi aasan h bas ap niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare to chaliye dosto start karte h1. Sabse pehle Google AdSense open kare
2. Ab apne AdSense account me login kare
3. Adsense account open hone ke bad menu par click kare
AdSense ads code kisi other site me use ho rahe h kese bache
4. Ab yaha par ap my ads par click kare
5. Ab new ad unit par click kare
6. Ab yaha par link ads create kare
A. Name - yaha par ads ka name add kare
B. Showing - showing ke aage bale menu par click kare link ads select kare uske bad apko niche ads size choose karna h to ap responsive choose kare
C. Text and style - yaha par ap ads ke liye color set kare ya fir yese hi automatic hi rehne de
7. Ab ap last me save and get code par click kare
Apni pasand ke AdSense ads show kese kare
8. Ab apko yaha par ads code dikhai dega us code ko copy kare
9. Ab ap apne blog me jaha link ads lagana chahte h code past kar dijiye
10. Ab apne apne blog ke liye adsense ke link ads create kar liye h
Is prakar se ham AdSense me link ads create kar sakte h or apne blog me link ads show kar sakte h
AdSense account apply karne ke bad kya kare full guide
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Complete Article ......... Interesting Post
ReplyDeleteBhot hi accha जानकारी share kiya hai aapne nc post
ReplyDeleteThank u bro
ReplyDeletereetesh by blogger ki post ke bich me adsense ke ads kaise lagte hai.
ReplyDeleteBro post likhte time ap ads code ko html section me jakar past kar sakte ho jaha par lagana chahte ho.
ReplyDeleteyar sabhi post me ek sath sath nhi lga sakte hai kya
ReplyDeleteSabhi me ek sath lagana h to post ke upar or niche lagega supportmeindia site me ye post h. Ap try kr lijiye
ReplyDeletebhai ak post me kitane ad laga sakte hai
ReplyDeleteBro aj kl post limit hat gayi hai ap apne aanusar laga sakte h bt ap itna dhyan rakhe ki page loding jada na badhe or ctr ka bhi dhyan rakhe, me suggest karunga ap post ke andar 2 image or 2 link ads use kare
ReplyDelete