Posts

Showing posts from January, 2017

Fb id ko alag alag type se open kese kare

Image
Fb id ko alag alag type se open kese kare Hello dosto kese ho ap sab ummid h sab thik hoge dosto aj me apko is post me bataunga ki ham fb id ko kitne type se open kar sakte h Aj me apko fb id open karne ke 3 tarike bataunga jo tino bohot hi simple h yadi kabhi ap mobile no. Bhul jate h to ham 2 or alag alag different type se fb id ko open kar sakte h        Mobile banking se recharge kese kare Kabhi kabhi hamare sath yesa hota h ki ham jis no. Se fb id banate h no. Bhul jate h me apko best 3 type bataunga jisse ap asani se koi bhi tarike se fb id open kar sakte h to chaliye dosto start karte h. Fb id ko kitne type se open kar sakte h – Ham fb id ko 3 alag alag type se open kar sakte h jo bohot hi asan h 1. Mobile no. Se 2. Email id se 3. Facebook name ya user name se        Facebook page ka username kese change kare 1. Mobile no. Se fb id open kare  Jada tar log fb id ko mobile no. Se hi open karte h ap jis no. Se fb id open karte h usi no. Se fb id ko

Fb messenger chat color kese change kare

Image
Fb messenger chat color kese change kare  Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab dosto me aj is post me bataunga ki kese ham fb messenger me chat ka color change kar sakte h Ham har chat me alag alag apni pasand ka color change kar sakte h jisse har chat conversation bohot hi different dikhai deta h jab bhi ham koi chat conversation open karenge tab har chat conversation me apni pasand ka color dikhai dega yese me yadi apka chat koi dekhega to jaroor se puchhega kese color change kiye me aj apko usi ke bare me bataunga jisse ap apni chat ko achha look de sakte ho to chaliye dosto start karte h         Mobile banking se recharge kese kare Fb messenger chat color kese Chang kare - 1. Sabse pehle apne mobile me fb messenger open kare 2. Ab us chat ko open kare jiska color change karna h       Facebook page ka username kese change kare 3. Ab screen me full chat dikhai degi upar apko details ki button dikhai degi us par click kare 4. Ab yaha par colo

Jio data balance kese check kare

Image
Jio data balance kese check kare Hello dosto me reetesh kese ho ap sab ummid h ap sab thik hoge aj ham is post me jio data balance check karne ke bare me batunga Jab jio sim service start hui thi to jio dim me sabhi call,data,sms sab kuchh unlimited tha par ab jio sim me sirf 1gb data par day milta h jab ham data use karte h to data use ke sath data ko check bhi karna chahte h ki kitna data available h ham asani se pata kar sakte h data balance bas apko is trick me bataye gaye steps ko follow kare         Mobile screen lock kese tode Jio data balance kese check kare – 1. Sabse pehle apne mobile me yadi my jio app ho to open kare yadi nahi ho to my jio app play store ya net se dawnload kare 2. My jio app open kare 3. My jio app me login kare 4. Ab mobile me my jio dashboard open ho jayega        Mobile banking se recharge kese kare 5. Yaha par balance par click kare 6. Yaha apko data balance kitna available h dikhai dega Dosto is prakar se ap apne ji

Google me apni detail kese show kare

Image
Google me apni detail kese show kare  Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab ummid karta hu ap sab thik hoge dosto me aj is post me bataunga ki kese ham apni full details google me show kar sakte h Dosto apne bohot bar dekha hoga kuchh log apne detail Google me add kar dete h jesse jab bhi koi unke bare me google me search karta h to details show ho jati h yaha par name,address,contact no. Sab kuchh hota h       Facebook page delete kese kare Dosto me bhi aj apko usi ke bare me bataunga ki kese ham apni details google me add kar sakte h jab koi hamare bare me search kare to hamari details show ho jaye to chaliye dosto start karte h Google me apni detail kese show kare – Dosto apni detail google me add karne ke liye me apko 2 tarike bataunga jisse apki details google me show hone lagegi ap sabhi steps ko thik se follow kare Trick no. 1 Blog / website banakar – Dosto ham blog / website banakar apna sabhi detail add kar sakte h blog banakar ham apni de

Mobile me document kese banaye

Image
Mobile me document kese banaye  Hello dosto kese ho ap sab ummid h ap sab thik hoge dosto aj me is post me bataunga ki kese ham mobile me ms office word ka use kar ke document taiyar kar sakte h Dosto bohot bar hamare sath yesa hota h ki ham kahi bahar jate ya travel karte h us kabhi kabhi hamare pas hamara resume nahi hota or hame resume ki jaroorat hoti h or kabhi to banbane ka time bhi nahi hota yese me ham mobile me hi resume create kar sakte h or printer se connect kar ke resume hard copy me nikal sakte h isse time bhi bachta h or jaroorat bhi puri ho jati h        facebook page delete kese kare Aj kal technology bohot age badh gayi h har mumkin kam mobile se hi ya chhote device se kiya jane laga h is liye ab yese bohot hi kam work h jo ham mobile me nahi kar sakte baki sabhi kam ham mobile me hi kar sakte h mobile se resume bhi create kar sakte h or to alag alag type ke document bhi taiyar kar sakte h to chaliye dosto start karte h        Mobile screen lock kese tod

Apni pic google+ me save kese rakhe

Image
Apni pic google+ me save kese rakhe  Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab ummid h ap sab thik hoge dosto aj me bohot hi interesting post lekar aya hu jiski madad se ap apni pic ko google save rakh sakte ho or ye post apko jaroor se pasand ayegi Dosto hamare pas hamari kuchh yesi pics hoti h jinko ham delete nahi karna chahte h or sochte h ki kahi kabhi delete n ho jaye kabhi kabhi memory card kharab ho jata h jisme sabhi pic kharab ho jati h ya mobile chori ho jata h to hamara sara deta hamare hatho se chala jata h par ham jab new device lete h to usme ham songs or video to net se dawnload kar lete h par jo hamari pic hoti h vo vapas nahi mil pati par yese me me ham apni kuchh achhi pic ko google+ me upload kar sakte h or upload ki hui pic ko kabhi bhi kahi bhi dekh sakte h dawnload kar sakte h to ab ap samjh hi gaye hoge ki google+ me hamari pic upload karne se hame new device me bhi ya other device me bhi mil sakti h to chaliye dosto start karte h kese ham apni

Fb profile me video kese set kare

Image
Fb profile me video kese set kare  Hello dosto me reetesh chandrawanshi is post me bataunga ki kis tarah ham fb profile me video set kar sakte h pehle ham profile me only pic set kar pate the par is post ke bad ap profile me video bhi set kar paoge      whatsapp me custom rington kese use kare Dosto profile me video set karna abhi new Facebook me new feature h abhi is feature ke bare me sabhi logo ko pata bhi nahi h par mene socha kyon n apne reader tak is feature ki jankari bheji jaye Dosto ham profile me hamara hi kuchh achha video set kar sakte h or isme sabse best bat ye h ki ham video ka jo bhi bhag first me dikhana chahe dikha sakte h jab video profile me set ho jata  h to vo bilkul pic jese hi dikhai deta h par jab koi uska pura dekhna chahta h video play ho jata h jese me ek ek example deta h mene ek video banaya or usko set kar deya set karte time video koi achha bhag ko first me set kardiya ab vo pic jese hi show hoga par koi jab bhi meri profile pic par click ka

Phone me save contact memory card me copy kaise kare

Image
Phone me save contact memory card me copy kaise kare Hello friends is post me Phone me save contact memory card me copy kese karte h iske bare me bata raha hu. Dosto ham aksar contact no. Sim me hi save karte hai kyonki yadi ham mobile se sim nikale to sim ke sath sath no. Bhi ajaye or dusre phone me bhi use kar paye par hota kya hai jab ham sim me jada contact no. Save kar lete hai to sim me no. Save karne ki memory full ho jati h or ham jada no. Sim me save nahi kar pate. Jab hamari sim card ki memory full ho jati h to ham apne contact no. Ko phone me save karna start kar dete h or aasani se contact no.  Phone me save kar lete h par problem tab hoti h jab hame mobile bachna ho, reset karna ho ya kisi or ko dena ho to yese me hamare sare contact no. Mobile ke sath chale jate h ya delete ho jate h        Android mobile ke liye best keyboard Par yadi ham chahe to apne contact no. Ko memory card me save kar sakte h uske liye hame phone me save sabhi contact no. Ko memor

Facebook page delete kese kare

Image
Facebook page delete kese kare  Hello dosto kese ho ap sab ummid karta hu ap sab thik hoge me reetesh chandrawanshi lekar aya hu new post Facebook page kese delete kare aj ham is post ki madad se facebook me banaye page ko delete karenge Dosto bohot bar yesa hota h ki ham facebook page to bana leta h par kabhi kabhi vo hamse delete nahi hota aj ham is post ki madad se facebook me banaye pages ko delete karenge          Online transaction safety tips Facebook page delete kese kare - 1. Sabse pehle apna Facebook account open kare 2. Apna facebook page ko open kare 3. Ab yaha par menu par click kare 4. Ab edit setting par click kare 5. Ab apko yaha par bohot sare option dikhai denge apko general par click kare 6. Ab sabse niche bale option permanently delete par click kare 7. Yaha par delete page par click kare Dosto ab apka page delete ho chuka h apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jaroor karoonga kesi lagi ye post bat