Google me apni detail kese show kare

Google me apni detail kese show kare 
Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab ummid karta hu ap sab thik hoge dosto me aj is post me bataunga ki kese ham apni full details google me show kar sakte h



Dosto apne bohot bar dekha hoga kuchh log apne detail Google me add kar dete h jesse jab bhi koi unke bare me google me search karta h to details show ho jati h yaha par name,address,contact no. Sab kuchh hota h

     Facebook page delete kese kare
Dosto me bhi aj apko usi ke bare me bataunga ki kese ham apni details google me add kar sakte h jab koi hamare bare me search kare to hamari details show ho jaye to chaliye dosto start karte h


Google me apni detail kese show kare –

Dosto apni detail google me add karne ke liye me apko 2 tarike bataunga jisse apki details google me show hone lagegi ap sabhi steps ko thik se follow kare


Trick no. 1

Blog / website banakar –
Dosto ham blog / website banakar apna sabhi detail add kar sakte h blog banakar ham apni detail asani se add kar sakte h ham blog/ website 2 type ke bana sakte h ek to vilkul free or dusra piad website dono hi bohot achhi service h

Free website / blog kaha se banaye –



Free website blog ham blogger se bana sakte h blogger google ki ek free service h yaha se han vina kuchh kharch kare free website bana sakte h

      Mobile screen lock kese tode

Paid website kaha se banaye –




 Paid website ap WordPress se bana sakte ho yaha par apko hosting or domain kharidna hoga me bolna chahunga ki ap paid WordPress se  babaye


      Fb profile me video kese set kare

Trick no. 2

Dosto trick no. 1 ke mukable ye trick kafi simple h is trick me ham 5 mit me apni detail add kar sakte h google + ki madad se

Google+ me detail kese add kare –




1. Sabse pehle ap google+ open kare

2. Fir ap apni email id se login kare

3. Ab yaha par new collection banaye

4. Collection banane ke bad apne bare me post kare

Is prakar se ap apni detail ko google me add kar sakte ho yaha mene apko 2 trick bataya hu apko inme se jo bhi trick pasand aye ap use kar sakte ho

        Mobile banking se recharge kese kare

Dosto ummid karta hu apko post pasand jaroor ayi hogi yadi apko is trick ke bare me kuchh puchhna ho to ap mujhe comments karna me apki help jaroor karunga kese lagi ye post batana jaroor next post me fir se milenge tab tak ke liye bye


Comments

  1. bahut hi achhi jankari di apne..mujhe iske bare me janna thha lekin mujhe koi post nahi mil rahi thhi...tanks

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock