Fast AdSense approval tips hindi

Fast AdSense approval tips hindi 
Hello friends aj me is post me AdSense account jaldi approve kese kare ye tips bata raha hu

Fast AdSense approval tips


Sabhi blogger chahte h ki AdSense account jaldi se approve ho jaye par adsense ki policy bohot hard hone ke karan jaldi approve nahi mil pata par yadi ap apna AdSense account jaldi approve karana chahte h to me apko kuchh tips bata raha hu jinko yadi ap thik se follow karte h to apka adsense account jaldi approve hone me madad milegi
       AdSense review html code error fix kese kare

Fast AdSense approval tips -

Me yaha par apse kuchh tips share kar raha hu jinko yadi ap thik se follow karenge to apka AdSense account jarur se approve ho jayega mene bhi yahi follow kiya hu or ye mera personal experience h

1. Design -
Website / blog ka design thik se hona chahiye fast load hona chahiye  koi extra features nahi hona chahiye  kisi prakar ka popup nahi hona chahiye hard loading template nahi hona chahiye.
     Blog me color full level kese lagaye

2. Pages -
Apna blog /website ke liye sabhi jaruri pages banaye or pages ko blog me add kare

Sabhi jaruri pages jese ki contact, about, privacy policy, sitemap, etc ye sabhi page hona chahiye

3. Post -
Apki site me sabhi post kam se 1000 word se upar ki honi chahiye or blog me kam se kam 25+ post hona chahiye

4. Content -
Blog me high quality content use kare or apne khud ke original post content use kare kahi se copy past na kare

4. Traffic -
Adsense account approve kar bane ke liye traffic hona bohot jaruri h jab ap adsense ke liye apply kare apke blog me kam se kam 400-500 page views par day hona chahiye
     Popads se pese kese kamaye

5. Continue post -
Yadi ap chahte h ki apka adsense account jaldi approve ho jaye to apko blog me continue post karna hoga jisse apke blog ki traffic bhi badhega

Yadi ap soch rahe h 7 din me 15 din me ek post kar diye bas or apka AdSense account approve ho jaye to ye muskil h isse achha ap continue post likhe

6. Post type -
 Ye bhi jaruri hota h ki ap apne blog me kis type ki post karte h apni site me hacking post na kare and adult post to bilkul na kare yadi ap chahte h ki adsense approvel jaldi mil jaye to yesi post bhul kar bhi na kare

7. Ads -
Yadi ap kisi or company ke ad apne blog me lagaye h to me apse bolna chahunga jab ap adsense ke liye apply kare to adsense account approve hote tak ap ads ko hata de taki apki website speed achhi rahe

Mene apna adsense account kuchh isi tarah se approve karaya hu yadi ap in sabhi bato ka dhyan rakhe to apka adsense account bhi approve ho jayega

     Seo ready responsive blogger template

Friends yadi ap yesa sochte h ki website banaye or adsense account approved ho jaye to ye galat h apko mehnat to karna hi padega yadi ap apni site me thik se kam karoge to apka AdSense accont yo approve hoga hi sath me apki site rank bhi karegi par apko mehnat karni padegi

Adsense accounts jaldi approve karane ke chakkar me out of limit post na kare limit me hi post kare 1-2 post per day isse jada na kare

Dosto is prakar se ham in sabhi bato ka dhyan rakh kar adsense account approve karva sakte h ummid karta hu apko ye post pasand ayi hogi yadi apko koi dout ho to ap comment karna next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
     Adnow ads blog me kese lagaye

Comments

  1. Thanks for sharing this post because this post is very useful for adsense approve.

    https://www.techno2hindi.in/2018/03/how-to-approve-google-adsense-for-blog-website-hindi.html

    ReplyDelete
  2. Ho to jana chahiye bro...
    Sab to thik hi lag raha mujhe

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock