blog me pages kese add kare

blog me pages kese add kare 
hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi dosto me aj is post me blog me pages add karna bataunga



dosto jab ham blog ke liye pages banate h jese sitemap, contact, privacy etc jab ham apne blog ke liye pages banate h or page ko publish karte h to pages blog me nahi dikhai dete pages ko hame apne hisab se add karna hota h kuch log menu me pages add karte h par aj me is post me blog  me pages add karne ka ek simple trick bata raha hu jisse blog me pages add kar dakte h jaha par ham chahe yadi hame manu me pages add karna hota h to uske liye template edit karna hota h par aj ham slide bar me ya footer me widget ki madad se hi pages ko add kar sakte h to chaliye dosto start karte h
        
        Facebook me send friend request kese check kare


blog me pages kese add kare -


1. sabse pehle blogger ke dashboard me jaye

2. ab yaha par left side me layout par click kare



3. ab yaha par apko jaha par bhi page add karna h slide bar me ya footer me add a gedget par click kare

       blog me color full text kese add kare

4. ab yaha par pages par click kare



5. ab yaha par pages ka page open hoga yaha par left side me page ki list dikhai degi or unke age ek box dikhai dega jo bhi page apko add karna h uske age bale box me tick kare



6. pages select karne ke bad save button par click kare



7. ab last me save arrangement par click kare

       keyboard font style kese change kare

8. ab view blog par click kare ab apne jo bhi pages select kiye the vo sabhi pages blog me dikhai dene lagenge



dosto is prakar se ham apne blog me pages add kar sakte h ummid karta hu apko ye post pasand ayi hogi yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help karne ki puri kosis karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
      blog me color full level kese lagaye

Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.