kisi bhi app ko system app kese banaye
hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi dosto me is post me bataunga ki kis prakar ham apne mobile ke kisi bhi app ko system app bana sakte h
dosto mobile me jo app hote h unko ham 2 type me bant sakte h
1. system apps
2. user apps
blog me color full text kese add kare
1. system apps - dosto system app vo hote h jo mobile me already install hote h or ham un app ko delete nahi kar sakte jese- play store, map, google etc.
2. user apps - user app ham un apps ko bolte h jo ham apni jarurat ke hisab se install karte h jese - whatsapp, Facebook, mx player etc.
keyboard font size kese change kare
par yadi ham chahe to kisi app ko system app bana sakte h iske liye hamara mobile rooted hona chahiye kyonki rooted mobile me ham yese bohot se kam kar sakte h ho uproot Mobile me nahi kar sakte root mobile me ham system app ko delete bhi kar sakte h or kisi bhi app ko system app bhi bana sakte h

user app ko system app banane ke liye kya kya chahiye -
1. rooted android mobile
2. jis app ko system app banana h uska phone memory ya SD card me backup
3. smart booster app
kisi bhi app ko user app se system app kyon banaye -
dosto hamare mobile me kuchh yese app hote h jo size me bohot kam mb ke hote h or user app me install rehte h to vo thik se kam nahi kar pate jese night mode, launcher app kabhi kabhi bohot let chalte h par jab ham un app ko system app bana dete h to vo bohot achhe se kam karne lagta h to ab ap samjh hi gaye hoge ki kyon banaye kisi app ko system app to chaliye dosto start karte h
kisi bhi app ko system app kese banaye -
1. sabse pehle jis app ko system app banana h us app ka SD card me ya phone memory me backup bana le
2. ab jis app ko system app banana h us app ki info me jao jese me night mode app ki info me gaya hu ab yaha par apko uninstall dikhai dega us app ko uninstall kar de
3. ab apne mobile me smart booster app open kare or apps manager par click kare
4. yaha par apko bohot sare option dikhai denge ap install par click kare
5. ab yaha par apke SD card or phone memory me jo bhi app hoge vo sabhi apps ki list dikhai degi ab jis app ko install karna h us par click kare jese me night made app par click kar raha hu
6. install as system app par click kare jisse app system app ke rup me install hoga
7. app install hone ke bad mobile ko reboot kar de
8. mobile start hone ke bad app info me jaye jese me night mode app ki info me gaya hu ap dekh dakte h jab ham pehle aye the to isme uninstall ka option show ho raha tha par ab uninstall ka option nahi dikha raha iska matlab ab system app ban gaya h
dosto is pakar se ap kisi bhi app ko system app bana sakte h dosto kesi lagi ye post batana jarur yadi apko kuchh problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga dosto next post me fir se milenge tab tak ke liye bye...