gmail account name change kese kare

gmail account name change kese kare
hello dosto me reetesh chandrawanshi aj is post me gmail account ka name change karna bataunga



kabhi kabhi hamare sath yesa hota h ki ham koi spelling mistake kar dete h ya nickname se id bana lete h par kabhi kabhi kuchh jagah par original name bali id ki jarurat hoti h or hame new id banana padta h par sabhi jagah par ham old id use karte h to vahi id use karna chahte h yese me ham gmail account ka name change kar sakte h


dosto mene kuchh din pehle apne nick name se id bana liya tha fir kuchh din bad mujhe pata chala ki adsense or bohot si jagah par original name bali id use karna padta h fir mujhe apne gmail account ka name change kar liya yadi apke sath bhi yesa hua ho to ap bhi is post ki madad se change kar le to chaliye dosto start karte h

        Facebook me notification hide ya stop kese kare



gmail account name change kese kare -




1. sabse pehle apne browser me google account (https://myaccount.google.com) open kare ya yaha par click kare - Google account


2. yaha par your personal info par click kare ye option thoda niche hoga ap niche akar dekh le



3. yaha par apko name dikhai dega name par click kare



4. ab name ke age edit ke icon par click kare



5. yaha par jo name h usko delete kar de or jo name apko dalna h usko type kare

       Facebook friend list hide kese kare

6. last me done par click kare ab apke account ka name change ho gaya h ap refresh kar ke check kar sakte ho



dosto is prakar se gmail account ka name change kar sakte h dosto post achhi lagi to facebook or google+ me share jarur kare yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

        mobile look kese change kare

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock