Website banane ke bad kya kare basic jankari

Website banane ke bad kya kare basic jankari
Hello all friend aj me is post me website banane ke bad kya kya karna chahiye iski basic jankari dunga



Dosto jab mene new website banaya tha to sabse badi bat yahi thi ki ab kya karu isi liye me aj ye post likh raha hu jisse apko ye pata chal jayega ki website banae ke bad kya kya karna chahiye to chaliye jante h

       Index post check kese kare

Website banane ke bad kya kare -
Me aj yaha par kuchh important point bata raha hu jo new website banane ke bad karna jaruri hota h

Website banane ke bad kya kare -

1. Template -
New site create karne ke bad site ke liye koi achha template choose kare or upload kare jisse site achhi dikhegi

Website ke liye kesa template choose kare - 
Dosto template choose karete samay in bato ka dhyan rakhe
1. Fast loading template

2. Mobile friendly hona chahiye

3. Seo ready hona chahiye

4. AdSense ready etc
Ap apne website ke liye is prakar ka template choose kar sakte h

2. Submit your site google -
Apni new website ko google me show karne ke liye google webmaster me submit kare blog/website ki traffic badhane ke liye bohot hi jaruri h ki apki website google me submit ho

3. Add meta tag description -
Meta tag description blog ke liye bohot hi jaruri hota h meta tag description se search engine or visitor ko pata chalta h ki blog/website me kya kya h or consi country se h or kon owner h in sabhi ka pata meta tag description se pata kar sakte h

4. Add sitemap -
Website banane ke bad website ke liye site map banakar webmaster me submit karna chahiye
Sitemap ek xml file hoti jisme blog/website ke sare url hote h or sitemap ki madad se kitni post search engine me index huye iska pata laga sakte h site map blog or website sab ke liye bohot jaruri hota h

5. Remove extra feature -
Jab new template upload karte h tab template ke sath kuchh extra features bhi ate h jo design ko kharab karte h un extra features ko remove kare or usefull feature rakhe

6. Advance seo -
Blog ko search engine me achhi rank me lane ke liye blog or website ka advance seo setting karna bohot jaruri h jisse blog ko google me achhi rank me lane me madad milti h

     Blog post index notification start kese kare

Dosto ye jankari new blogger ke liye bohot jaruri h jab new blog banate h to uska setup thik se kiye bina hi post likhna start kar dete h me apko bolna chahunga yadi apne new blog banaye h to pehle usko setup kar le fir post kare jisse blog bhi achha dikhai dega or visitor bhi pasand karenge

     Website seo score check kese kare

Dosto ummid karta hu apko ye post pasand ayi hogi yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga dosto post ko share jarur kare next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
    Blog me google+ widget add kese kare

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock