YouTube me branding watermark set kese kare

YouTube me branding watermark set kese kare 
Hello dosto aj me is post me youtube me branding watermark kya h or ise kese set karte h or ye is kam ata h in sabhi ki jankri share kar raha hu.



Ap sabhi YouTube me videos dekhte hoge or video ke niche bale right side ke kone me ek images bhi dekhte hoge jo channel ka logo hota h ya other image show hoti h vahi youtube watermark hoti h

Yadi ham ek achha channel banana chahte h to hamare channel me sabhi setup ek dam thik se hona chahiye or channel ek professional channel ke jese dikhna chahiye.

Youtube me branding watermark set karne se koi bhi hamare channel ko bohot aasani se pehchan leta h video chalta ho or channel name na bhi dikhe to YouTube channel watermark se pehchan lete h.

YouTube branding watermark ko ham apne channel ka logo bhi keh sakte h jo video play karne kebad video play screen me show hota h or YouTube branding watermark ka sabse achha fayda ye h ki isko bar bar set karne ki jarurat nahi hoti sirf ek bar add karne par YouTube branding watermark sabhi videos me show hone lagta h.

      Youtube video me custom thumbnail set kese kare

To friends ye to thi YouTube branding watermark ke bare me thodi si jankari chaliye ab jante h watermark ko set kese kar sakte h

Youtube me branding watermark set kese kare -

Youtube me branding watermark set karna bohot hi aasan h bas apko niche ke sabhi steps ko thik se follow karna hoga to chaliye start karte h.

1. Sabse pehle youtube open kare yadi apne mobile me youtube open kiye h to ap browser ko desktop mode me open kare

2. Ap apko upar right side me profile ka icon dikhai dega vaha par click kare or uske bar creator studio par click kare

3. Ab apka youtube channel open ho jayega or left side me apko kuchh option dikhai denge yaha par ap channel par click kare

4. Channel par click karne ke bad kuchh option show honge ap branding par click kare

      YouTube me playlist kese banaye class in hindi part 6

5. Ab add a watermark par click kare


6. Ab ap choose file par click kare or jo pic ko YouTube branding watermark banana chahte h usko choose kare


7. Uske bad save button par click kijiye


8. Ab apke apke YouTube channel me branding watermark set ho gaya h vo kuchh is type se dikhai dega ap niche pic me dekh sakte h


Is parakar se ham YouTube channel me branding watermark add kar sakte h or apne videos ko ek professional look de sakte h

Yadi abhi tak apne hamara facebook page ReeHindiTrick ko like nahi kiye to like jarur karle and post ko share jarur kare ap reehinditrick.in ki post video me dekhne ke liye youtube me search kare hamara youtube channel Reehinditrick

       Youtube channel setup kese kare class in hindi part 3

Dosto kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

  1. Useful Article

    www.techediction.com

    ReplyDelete
  2. Bhai add a watermark par ko choose karne se kuchh nhi aa rha

    ReplyDelete
  3. Chrome browser use karo
    Aata hai bro

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock