Blog target country set kese kare

Blog target country set kese kare 
Hello friends aj is post me blog ki target country set kese karte h iske bare me bata raha hu.


Website/blog ki batter search results pane ke liye blog or website ki target country set karna bohot hi jaruri hota h isse ham aasani se jis country ko target karna chahte h aasani se select kar sakte h

Target country set karne ke liye language ko dhyan me jarur rakhna chahiye apki website jis language me h apko usi prakar se target country choose karna chahiye.

Jese ki yadi apka blog/website hindi me h to apki target country India honi chahiye na ki other country kyonki india me hindi chalti h isiliye apki target country india hona chahiye yadi ap ki website koi other language me h to ap jis country se jada traffic lana chahte h ap us country ko target country choose kare

      Post template kya h or kese use kare

Google ki bat kare to google me sabhi search engine se batter option h or bohot hi simple option h un me se ek h blog website ke liye country target karne ka iski madad se ham jis country se jada traffic lana chahte h us country ko target country set karke aasani se us country se tariff la sakte h

Kisi bhi country ko target karne ke liye sabse important hota h domain name ap jis country ko target karna chahte h uske liye apko ek achha high level domain name chahiye

Kuchh domain name yese hote h jo sirf ek hi country me chalte h or un domains me ham kisi other country ko target nahi kar sakte h is liye yadi country target karna h to apke pas high level domain name hona chahiye

For ex. -

1. .com

2. .net

3. .org

4. .us


Blog target country set kese kare -

Blog/website target country setup karna bohot hi aasan h bas apko niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow karna h to chaliye friends start karte h

1. Sabse pehle google search console  open kare

2. Ab us website like par click kare jiski ap target country set karna chahte h

3. Ab apko left side me apko kuchh option dikhai denge ap search traffic par click kare

      Google map address edit kese kare

4. Search traffic par click karne ke bad kuchh or option dikhai denge ap international targeting par click kare

5. Ab ap yaha par country par click kare


6. Ab ap target users in ke aage bale box par tick kare


7. Ab ap country ka name dikhai dega us par click kare

      AdSense ads code kisi other site me use ho rahe h kese bache

8. Ab yaha par apko bohot sari country ke name dikhai denge ap jis country ko target country set karna chahte h us par click kare

9. Ab last me save par click kare


10. Ab jis country ko apne blog ki target country set karna chahte h vo successful set ho gayi h

Is prakar se ham apne blog/website ki target country set kar sakte h or jis country se jada traffic lana chahte h us country ko target set kar ke aasani se traffic la sakte h.

      Google map address delete kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye......

Comments

  1. aapne bahut achhi post share ki hai.par ye aapne apne blog me link ads kaise add kiya kya ye autometic aata hai.
    mera site check kare
    www.hindihelpyar.com

    ReplyDelete
  2. Nahi ye apne ap nahi ate in ads ko banana padta h ye respobsive link ads h

    ReplyDelete
  3. Yaar Reetesh Mere Facebook Page pe message karo baat karni he zaruri https://fb.com/officialqasimb Jaldi...

    ReplyDelete
  4. bhut haachi post hai isse new blogger ko bhut help milegi

    http://www.indiaallhelp.tk/2017/08/1-click-me-999-misd-call-kare.html

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock