Android mobile garam (heat) kyon hote h

Android mobile garam (heat) kyon hote h
Hello dosto aj is post me mobile garam kyon hota h iske bare me bata raha hu.


Ap bhi smartphone use jarur karte hongevor apka mobile bhi heat (garam) jarur karta hoga par ye bat bhi sahi h ki sabhi electronic machine ho ya fir mobule garam to hoti hi h par problem tab hoti h jab mobile limit se jada heat (garam) hone lagta h

Mobile normally thodi heat to karta hi h par kabhi kabhi hamara android mobile limit se jada heat (garam) hone lagta h par mobile ke heat (garam) hone ke bhi kuchh karan hote h jo me yaha bata raha hu

       Android mobile automatic switch off or on kese kare

Me yaha par aj is post me kuchh tips bata raha hu yadi ap un sabhi tips to thik se follow karenge to apka mobile bhi jada garam (heat) hone se bacha sakte h.

Me aj is post me mobile garam kyon hota h iske bare me me pata raha hu yadi ap android mobile ko karam hone se bachana chahte h to ap ye post jarue read kare "android mobile garam hone se kese bachaye " to chaliye dosto start karte h or jante h or dekhte h ki hamara android mobile heat kyon hota h

Android mobile heat (garam) kyon hote h - 

Android mobile heat kyon hota h iske bare me kuchh point bata raha hu

1. Use old version mobile apps -
Yadi ap apne mobile ke sabhi apps ko time time se update nahi karte h or apps ke old version use karte h to apka mobile hang or garam dono hi problem aati h
        Android app background data off kese kare

2. Use Wi-Fi & Hotspot -
Apne android mobile me limit se jada der tak Wi-Fi or hotspot ka use karne se mobile garam hota h

3. Internet use -
Mobile me bohot jada der tak internet use karne se bhi mobile garam hota h h

4.  background app -
Yadi ham apne mobile me background me bohot sare apps ko open rakhte h to mobile garam hone lagta h
         Mobile personal dictionary kese use kare

5. Charge me laga kar mobile use -
Mobile charge me laga kar mobile chalane se bhi mobile bohot jada over heating karta h

6. Cleaner use na karna -
Mobile cleaner ka use nahi karne se bhi mobile bohot jada garam hone lagta h kyonki mobile me internet use karne se mobile me virus aajate h jinko cleaner se remove karna hota h yadi nahi karte h to mobile garam hona start hone lagta h

7. Use havy apps and game -
Kuchh apps or game bohot jada havy hote h or un havy apps or games ko jada der tak use karne se bhi mobile garam hota h
        Mobile chori hone par kya kare

8. Mobile off na karna -
Apne android device ko regular use karna or mobile ko bohot days tak ta time tak switch off na karna

In sabhi reason se hamara smart phone limit se jada heat ho jata h uumid karta hu android mobile heat(garam) kyon hota h ap samjh hi gaye honge

        Wi-Fi block kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock