Google my business pin verify kaise kare
Hello friends aj is post me Google my business pin (post) mil jane ke bad Google my business pin verify kese kare iske bare me bata raha hu
Friends google my business se post card (pin) aajane par hame google my business account me post me aaya hua pin add kar ke submit karna hota h pin add karne ke bad turant hi hamara google my business account verify ho jata h
Google my business account ko puri tarah se use karne ke liye jaruri hota h ki hamare pas google se post card aaye uske jisse ham apna address verify kar sake
Google my business account kese banaye
Google my business post card (pin) milne ke bad pin ko business account me add karna bohot hi easy hota h or post card me bhi link or steps di hui hoti h par fir bhi ap post ko follow kar ke aasani se google my business me pin add kar sakte h or apne business account ko verify kar sakte h to chaliye dosto start karte h
1. Sabse pehle pehle ap google my business se aaye huye post card ko open kare
Android mobile garam (heat) kyon hote h
2. Ab apko yaha par apka pin dikhai dega or upar link dikhai dega
3. Ab ap apne mobile ya computer me browser open kare or search bar me post card me diya gaya address type kare or search kare direct jane ke liye yaha click kare google my business
4. Ab yaha par apko box me post card me diya hua code add karna h
5. Postcard me aaye huye pin ko add karne ke bad ap submit par click kare.
6. Pin submit ho jane ke bad apka business account successfully verify ho gaya h.
Is prakar se ham google my business ke aaye huye pin ko apne business account me add kar ke apne google my business account ko fully verify kar sakte h
Facebook me schedule post kese kare
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga nexy post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Google my business pin verify kaise kare -
Google my business me pin add karne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare or kosis kare ki pin add karte time 1-2 bar me hi correct pin add or submit kare1. Sabse pehle pehle ap google my business se aaye huye post card ko open kare