Mobile font change kaise kare

Mobile font change kaise kare
Hello friends aj is post me Android mobile font change kese karte h iske bare me bata raha hu


Yadi ap Samsung Mobile use karte h to ap apne mobile ka font aasani se setting par jakar change kar sakte h par yadi ap other company ka android mobile use karte h to un mobile me yesa koi option nahi hota jisse ham font change kar sakte h


Par yadi ap bhi apne mobile ka font change karna chahte h to ap bhi change kar sakte h par uske liye apko apne android mobile ko root karna hoga uske bad ap aasani se apne mobile me font change kar sakte h

         Android mobile boot screen change kese kare

Yadi ham apne android device ko root kar lete h to apne mobile me ham bohot sari style ke fonts use kar sakte h or apne mobile ko kuchh kuchh din me alag alag font set kar sakte h


Isse hamara jo mobile h hame old jese nahi lagta h or ham apne mobile se bor bhi nahi hote h par yadi apka mobile rooted nahi h to ap ye trick ka use nahi kar sakte h kyonki me jo trick bata raha hu vo sirf rooted mobile me hi work karti h

Mobile font change kaise kare -

Apne android mobile ka font style change karne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne mobile ka font jarur change kar payenge

1. Sabse pehle ap play stor par jaye or hifont name ka app dawnload kare - hifont  apk

           Mobile me multi wallpaper set kese kare

2. Hifont app download or install ho jane ke bad ap app ko open kare

3. Ab apko left side me Menu par click karna h


4. Ab font recoveri me click kare or apne current font ka backup bana le yadi apko purana font ki jaroorat pade to firse asani se old Font set kr sake isliye font change krne se pehle uska backup bana le

5. Ab ap fir se hifont homepage par jaye

6. Ab apko yaha par bohot sare font package (style) dikhai denge

          Rooted mobile me kya nahi kare

7. Ab apko yaha par jo bhi style pasand aaye ap usko download kare

8. Font style download ho jane ke bad apko download ke jagah par use font dikhai dega ap use font par click kare


9. Ab ap jo bhi font style set karna chahte the apke mobile me set ho gayi h

10. Ab apko ek bar apna mobile ko restart karna hoga


11. Mobile restart hone ke bad apke mobile me font change ho jayega


12. Ap apne apne mobile me successfully font change kar liye h

Is prakar se ham apne android mobile ka font change kar sakte h or apne mobile me apni pasand ka font style set kar sakte h

         Mobile me zip file kese banaye

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

  1. Greate article bhai kya aap meri sites ko check karke bata sakte hai kya kami hai mere adsense ke add placement sahi hai kya hai please check my sites

    http://jansimeena.com/

    ReplyDelete
  2. Nice site bro. Bt apko pics ka dhyan rakhna chahiye apki pic thoda hard load le rahi h.

    ReplyDelete
  3. Blogger ki sAbhi post me adsense ke Ad kaise lgaye
    Google ki sabhi trick PdHi work ek bhi nhi kr Rhi hai

    ReplyDelete
  4. Bro ap html me ads code past kr ke post me ads laga sakte bt problem ek hi hai ads sirf post ke upar or niche show honge, yadi post ke bich me lgana hai to blogger me ek ek kar ke hi lgna pdta h

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock