Mobile root kya h - benefit of rooted mobile

Mobile root kya h - benefit of rooted mobile
Hello friends aj is post me Android mobile root kya h or root mobile se kya fayde hote h iske bare me bata raha hu.


Jab ham bina rooted mobile use karte h to without root mobile me kuchh limit hoti h usse jada ham apne anusar use nahi kar pate.


Par yadi ham apne Android mobile ko root kar dete h apne mobile ki system file (jad) tak pahuch jate h or apne mobile me apne anusar changes kar sakte h.

Apne rooted mobile ko ham apne anusar customize kar sakte h, or bhi bohot se yese work kar sakte h jo ham without rooted mobile me nahi kar sakte h.

         Mobile font change kese kare

Sayad apko pata hoga ki Android mobile ke kuchh app sirf rooted mobile ke liye hote h un apps ko ham sirf rooted mobile me hi use kar pate h or yadi ham apne without root mobile me vo apps install kar lete h to vo apps properly work nahi karte h.

Root kya h -

Android mobile Rooting ek yesi prakriya h jisse company ka access toot jata h or ham mobile ki administer ki tarah kam kr sakte h or apne mobile ko apne anusar use kar sakte h ham Android mobile root ko jail break bhi bol sakte h.


sabhi operating systems ki ek secure privacy hoti hai aur wo phone ki kai chije use karne ki permission nahi dete hai. To uske liye hum phone root kar dete hai or mobile company ki limitation hata dete h.

         Android mobile boot screen change kese kare

Yadi ham bat kare android mobile ke root karne ke bad hone bale fayde or nuksan ki to ham iske bare aage achhe se janenge ek bat bolna chahunga vese to mobile root karna ek safe process h par kabhi kabhi kuchh mobile kharab ho jate h.

Benefits of rooted mobile -

Rooted mobile ke bohot sare benefits hote h jo me yaha par apko kuchh benefits bata raha hu

1. Increase your mobile speed -
Mobile ko root karne ke bad ham apne mobile ki speed ko increase kar sakte h ap mane ya na mane par ham kam se kam 30% speed to increase kar sakte h or isse jada bhi

2. Increase mobile ram -
Rooted mobile ki ram bhi increase kar sakte h

3. Uninstall system app -
Mobile root kar ke ham mobile ke sath aye system apps ko aasani se uninstall kar sakte h or usse ham new app install kar sakte h or ram increase kar sakte h


4. Block ads on mobile -
Ap to dekhte hi honge jab ham apne mobile me internet on karte h to mobile me ads dikhai dene lagte h par yadi hamara rooted mobile hai to ham ads ko puri tarah se block kar sakte h

         Mobile me multi wallpaper set kese kare

5. Block ads any apps -
Apne to dekhe hi honge without rooted mobile me kuchh apps yese hote h jin par bohot sare ads lage hote h, jab ham us app ka use karte h to bar bar ads show hoke hame paresan karte h to ham rooted mobile me kisi bhi apps se ads ko fully block kar sakte h

6. Customize phone -
Mobile root karne ke bad ham aasani se customized kar sakte h or apne anusar customized kar sakte h theme, font, interface, notification, ko customized kar sakte h

7. Use rooted mobile apps -
Rooted mobile me ap normal apps to use kar hi sakte h sath sath kuchh yese apps jo sirf rooted mobile me work karte h un apps ko bhi use kar sakte h


Mobile root karne ke or bhi bohot se fayde hote h jese ki kernal flash kar sake h, custom rom flash kar sakte h, mobile ka full backup bana sakte h, mobile ne custom recovery install kar sakte h, hacking apps use kar sakte h or bhi bohot sare work kar sakte h jo unroot mobile me nahi kar sakte

Ab ap mobile root kya h or mobile root karne se kya kya benefit ho sakte h iske bare me jan gaye h

         Rooted mobile me kya nahi kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak bye.....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock