Youtube channel kaise banaye

Youtube channel kaise banaye

Hello friends aj is post me YouTube channel kaise banate hai iske bare me bata raha hu.


Dosto yadi ap youtube me new h to hamari post YouTube classes 1 jarur padhe ap sabhi jante h youtube me video upload karne ke liye sabse pehle ek channel create karna padta h fir us channel me ham videos upload or share kar sakte hai.


Jab ham youtube me apni gmail id se login karte hai to hame all ready ek youtube channel create hua milta hai us channel ka name apni gmail id me jo name hota h bahi channel name hota hai par yadi ham chahe to ek new channel create kar sakte hai jiska name ham jo chahe rakh sakte hai.

      Youtube me video upload kese kare class in hindi part 4

Yadi ham new channel nahi banana chahte hai or gmail id ke sath mila channel ka hi name change karna chahte hai to ham channel name change kar sakte h or videos upload kar sakte h par ham is post me new channel create kar rahe hai ham youtube me ek hi gmail id se multiple youtube channel use kar sakte hai.


YouTube me apne videos upload karne ke liye hame ek youtube channel ki jarurat hoti hai bina channel ke ham YouTube me videos upload nahi kar sakte hai YouTube channel create karne ke liye hamare pas gmail id hona jaruri ha gmail id se YouTube me login karke ham aasani se YouTube account create kar sakte hai or apne videos ko upload or share kar sakte hai.

Youtube channel kaise banaye - 

YouTube channel create karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apna channel jarur create kar payenge.

1. Sabse pehle ap chrome browser me ya koi other browser me YouTube.com open kare.

2. Ab youtube open karne ke bad apni gmail id se login kare.

        YouTube channel layout customize kese kare

3. Gmail id se login karne ke bad ap youtube home me ajaoge ab ap yaha par contact ( profile) ke icon par click kare.


4. Contact (profile) icon par click karne ke bad ab apko kuchh option dikhai denge ap settings par click kare.


5. Settings page open ho jane ke bad ab ap See all my channel and create new channel par click kare.


6. Ab apko yaha par apke all channel dikhai denge ab ap yaha par Create a new channel par click kare.


7. Ab ap yaha par jis name se apna YouTube channel banana chahte hai channel ka name type kare.

8. Channel ka name type karne ke bad ab ap Create par click kare.


9. Ab apka YouTube channel successfully create ho gaya hai.


10. Ab ap CUSTOMIZE CHANNEL par click kare.


11. Ab ap yaha se apne channel ko customize kar sakte hai.

Dosto ab apka YouTube channel create ho gaya hai ab ap is channel me video upload kar sakte hai par abhi ham YouTube channel me kuchh or setup karenge uske bad channel par video upload karnge.

       YouTube channel me website add kaise kare

apne youtube channel ko customize karne ke liye ap "YouTube channel setup kaise kare" is post ko read kare or apne channel ko customize kare.

Friends Kesi lagi ye post comments kar ke batana jarur yadi apne ReeHindiTrick ko follow nahi kiye to plizz follow jar lijiye or Reehinditrick fb page ko like kar lijiye taki latest post apko aasani se mil jaye next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

  1. Bhai ye channel ki category Kaiser change karien

    ReplyDelete
  2. Ap video ki category change kar sakte hai
    Channel ki category change nahi hoti hai or na hi set
    Channel ki category channel ke name or channel me uploaded video se pata kar lete hai ki kis category ka channel hai

    Ap chahe to name change kar sakte hai

    ReplyDelete
  3. Achi jankari di hai aapne. Shukriya. Also visit : www.lolbabu.in

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock