Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye

Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye

Hello friends aaj is post me android mobile me keyboard or mouse kaise chalate hai iske bare me bata raha hu.

Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye

Yadi ap bhi apne mobile me keyboard or mouse chalana chahte hai to aj ap sahi jagah aaye hai aj me is post me mobile mobile me mouse or keyboard connect karke dono ko ek sath chanale ke bare me full info share kar raha hu jisse ap apne mobile me ek hi time me keyboard or mouse chala sakte hai.


Apne mobile me keyboard or mouse chalane ke liye internet me or youtube me kuchh research jarur kiye honge par lag bhag sabhi log ek time me sirf mause ya keyboard dono me se koi ek hi use karna batate hai par me yaha par ek time me keyboard or mouse dono ek sath use karna bata raha hu.

Bohot se yese users hote hai jinko mobile me keyboard or mouse chalane ki jarurat hoti hai kyonki mouse or keyboard ki madad se ham apne work ko aasani se or fast kar sakte hai isi liye mobile me keyboard or mouse lagane ki jarurat pad jati hai.

     Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

Yadi hamare pas computer nahi or hame badi badi post likhna hai to ham apne mobile me keyboard laga sakte hai or post likh sakte hai, isse ham jaldi jaldi post likh sakte hai or apne time ko bacha sakte hai.

Yadi apke pass computer nahi hai or yadi ap mobile me hi typing start karna chahte hai to ap mobile keyboard add karke sikhna start kar sakte hai, par jab ham mobile me sirf keyboard bas add karte hai to hamara mobile aadhura sa lagta hai or isi kami ko pura karne ke liye ham mouse bhi add kar sakte hai or apne mobile ko computer ke jesa chala sakte hai.


Mobile me keyboard or mouse lagane ke bad jab ham keyborad or mouse se apna mobile chalate hai to sem computer jesi hai feeling aati hai isi liye jada log mobile me hi keyboard or mouse add karna chahte hai kyonki usse ham apne work ko or speed se pura kar sakte hai.

Mobile me keyboard or mouse lagana bohot aasan hai, mobile me keyboard or mouse lagane ke liye apka mobile otg cable supported hona chahiye, yadi apke mobile me otg cable support hota hai to ap bhi apne mobile me mobile or keyboard chala payenge.

Recruitment –
Mobile me keyboard or mouse add karne ke liye hame kuchh chijo ki jarurat padti hai to chaliye dosto jan lete hai kin kin chizo ki jarurat padegi.

1. Otg cable
2. Keyboard
3. Mouse
4. Multiple usb adaptor (port)

1. Otg cable –


Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye

Mobile me keyboard or mouse chalane ke liye sabse important hai ki apke mobile me otg cable support ho uske bad hi ap apne mobile me mobile or keyboard add kar payenge.

        Mobile screen lock kaise tode

Apka mobile otg cable support karta hai ki nahi iske bare me janne ke liye ap apne mobile model no. Net me search kar sakte hai or jan sakte hai ki mobile otg support karta hai ya nahi ya fir ap ye mobile ke box me bhi check kar sakte hai,  ab yadi apka mobile otg cable support karta hai to apko offline ya online ek otg cable buy karke lana hoga.

2. Keyboard –


Keyboard lete time apko ek bat ka dhyan dena hai, apko usb keyboard lena hai hai yadi ap usb keyboard ki jagah koi or keyboard le lete hai to ap us keyboard ka use apne mobile me nahi kar payenge to ap usb keyboard hi kharide.

3. Mouse –


Mouse lene time bhi apko ek bat ka dhyan rakhna hoga apko mouse bhi usb mouse kharidna hai yadi ap koi or mouse lenge to ap mobile me use nahi kar payenge is liye ap usb mouse hi buy kare.

4. Multiple usb port (adaptor) –


Mutiple udapter bohot important hai kyonki ap isme hi apne mouse or keyboard ki usb pin lagaoge to image diya gaya isi type ka usb port buy kare.

       Mobile number blacklist me add kaise kare

Mobile me keyboard add karne ke liye hame in 4 chizo ki jarurat padegi yadi apke pas itni chize hai to ap apne mobile me mouse or keyboard jarur add kar payenge to chaliye friends aage badhte hai or apne mobile me mouse or keyboard add karte hai, let’s start.

Mobile me mouse or keyboard add kaise kare –

Apne android mobile me keyboard or mouse add karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi mobile me keyboard or mouse dono ek sath jarur chala payenge.


1. Sabse pehle ap apne mobile me otg cable connect kare.


2. Ab ap otg cable me multiple usb adaptor (port)  connect kare.


3. Ab ap usb port me mouse usb cable connect kare.

Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye

4. Ab uske bad dusre usb port me keyboaed usb connect kare.

Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye

5. Ab apke mobile me keyboard or mouse successfully connect ho gaye hai.


6. Ab ap apne mobile ko mouse or keyboard se access kar payenge.

Is type se ham apne mobile me keyboard or mouse connect kar sakte hai or apne mobile ko mouse or keyboard se access kar sakte hai dosto post achhi lagi ho to share jarur kare.

      Bluetooth se internet share kaise kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se mileng tab tak ke liye bye....

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock