Blogger blog ki loading speed increase kaise kare


Blogger blog ki loading speed increase kaise kare

Blogger blog ki loading speed increase kaise kare

Hello Friend mera name Raghuveer Charan hai or me https://www.helpgurugroup.com wabsite ka CEO hu aj me apko reehinditrick par blog ki loading speed increase karne me bare me kuch important step batane wala hu jisse Ap bahut aasaani se apne blog ki 75℅ tak ki speed bada sakte ho.


Agar Ap blogger par ho to apka blog google par hosted hota hai jispar pura control Google ka hota hai par kai vajah se apka blog slow ho sakta hai par agar Ap kuch step follow karo to Ap apne blogger blog ki speed  bhi bahut aasaani se bada sakte ho WordPress me page speed  badane k liye Ap plugin use kar sakte ho babut sare plugin hai Jo wp site ki speed improve karte hai par aj hm blogger blog ki speed improve karne ke bare me batayege.

Blog or website ki loading speed fast hona bohot hio jaruri hai kyonki search engine me first ranking ke liye ye bohot hi important hai, yadi hamari website ki loading speed fast hogi to hamara blog bhi search result me first page me jarur show hoga isse hamare blog ki ranking ke sath sath page views me bhi bohot achha benefit hoga.

         Black hat seo kya hai balck hat seo ke fayde or nuksan

Jab koi bhi website ki loading speed bohot kam hoti hai to un blog or website me page views ka bhi bohot jada loss hota hai kyonki jab users google me kuchh bhi search karte hai or vaha se hamari site ki post par click karte hai to yadi blog fast load ho jayega to visitor hamari post read kar lenge yadi fast load nahi hota hai to koi bhi visitors back ki button par click karke google search screen par bapas chale jayenge or koi dusri post open kar lenge,  isliye blog or website ki loading speed fast hona bohog important hai.

BLOGGER KI SPEED KAISE BADAYE

Blogger blog ki speed ko or bhi jada fast karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne blog ki speed ko jarur badha payenge to chaliye dosto let's start.

1. Remove Extra Widget

Blogger me blog design k chakkar me ham bahut sare widget laga dete hai isse hmare blog ka loading time bahut jyada bad jata hai isliye apko vo hi widget use karne chahiye Jo apke liye important ho baki k faltu widget apne blog me bilkul add naa kare isse apko kafi acchi speed milegi



2. Remove Extra CSS code

Widget ki tarah blogger me CSS code ka bhi ek option aata hai CSS ko mostly blog design ke liye hi use kiya jata hai blog ko CSS se pura design kiya jaa Sakta hai par jyada CSS coding se apke blog ki loading speed par bhi bad effect pad sakta hai ye apke blog ki loading speed ko badata hai isliye agar apke blog me extra CSS code add kiye hue hai to use remove kar de

3. Image Resize

Old blogger ko uska pata hota hai par new .Blogger ko iska pata nahi hota jab hm post likhte hai to usme jitni bhi photo add karte hai use resize kar ke 50kb se 100kb tak ki size rakh kar hi blog me add kare isse apke blog me loading time par jyada bad effect nahi padega or ye size apke seo k liye bhi batter rahegi photo resize karne ke liye bahut se PC or android application hote hai jisse Ap kisi bhi image ki size kam kar sakte hai

4. Minumum Ads

Blogger me hm ads lagate hai to usse hmare blog ki loading speed kafi slow ho jati hai kyuki isme extra HTML code post k sath open hote hai par Ap limit se ads lagate ho to apki blog ki loading speed kafi batter rahegi jyada income k chakkar me apne blog me jyada ads kabhi na lagaye or image ads se link ads jyada use kare kyu ki ye fast load hoti hai

5. Extra HTML code

Kai blogger apne blog ke HTML me kuch extra HTML coding kar dete hai Jo ki blog k sath load hote hai isse blog ki loading time bhi slow ho jati hai agar apne apne HTML me extra coding ki hai to extra bina usefull coding ko remove kar de or jitni ho sake utni kam coding use karne ki koshish kare

       Backlink ke kya fayde hai – benefits of backlink

6. Fast Loading Tamplate

Blogger me loading speed ka main role tamplate ka hota hai sabhi template ki coding k hisab se loading speed low ya fast hoti hai apko apne blog ki loading speed badani hai to apko fast loading template use karna chahiye me apko fast loading template ke liye soratamplate hi use karne ki salah duga kyu ki uski speed kafi acchi hoti hai

7. Set Homepage Setting

Blogger page speed badane ke liye apko apne homepage ko setting karna jaruri hai iske liye Ap kam size wala logo blog me lagaye or maximum 5 post hi homepage me show kare or homepage k extra widget bhi remove kar de


Friend blog ki loading speed badane ke liye ye important point hote hai jisse 75% tak Ap blog speed bada sakte ho jyada jankari ke liye Ap hme comment kar sakte ho.

Raghuveer Charan - https://www.helpgurugroup.com

Click on the link and visit my website help guru grup

Comments

  1. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  2. aapka website blogger me hain ya phir wordpress me hain

    ReplyDelete
  3. Reehinditrick blogger me hai..

    ReplyDelete
  4. bohot hi ache post likhte ho .. useful information ke liye thanks

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock