Posts

Showing posts from February, 2017

Blog me search box kese lagaye

Image
Blog me search box kese lagaye  Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi dosto me aj is post me bataunga ki kis tarah se ham blog me search box add kar sakte h or search box blog me kyon lagana chahiye Dosto search box kya hota h ye sab to ap bhi jante ho ki ham search box se searching kar sakte h ham blog me jo search box add karenge usse sirf blog me ki gayi post hi search hogi josse reader ki kafi had tak madad hoti h post ko search karne me jese ki man lo apke blog me 100 post ya usse adhik h yadi kisi koi post read karna h to vo sab ko dekhega par yadi blog me search box h to vo post se related kuchh word type kar ke search kar sakta h or read kar sakta h to ab ap bhi search box add karna chahoge       Mobile banking mpin or login password kese change kare Jab blog me ham custom template use karte h to kuchh template ke sath hi search box ajata h yadi nahi ata h ya ap remove kar dete ho to ham fir se add kar sakte h to chaliye dosto start karte h    

Blog post jaldi search me kese laye

Image
Blog post jaldi search me kese laye Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab dosto me aj is post ne bataunga ki apne blog ki post ko jaldi search me kese la sakte h Dosto jab mene new blog banaya tha tab mene notice kiya ki blog ki post search me nahi arahi to mene bohot sare kam kiya or sabhi setting or sab kuchh thik se kiya tab meri post search engine me index hona shuru hui blog ki traffic increase karne ke liye bohot jaruri h ki apke blog ki post search me aye ap post ko thik se padhe or sabhi steps ko thik se follow kare        Mobile keyboard size kese change kare Blog post jaldi search me kese laye – 1. Custom permalink use kare – Hab bhi ap post likhte h to apko left side me kuchh option dikhai dete h unme se ek hota h permalink is option par click karne par custom permalink option ko choose kar sakte h        Mobile keybord me background pic kese set kare 2. Search discruption –  Post me search disruption jaroor dale jisse post search

Whatsapp chat shortcut kese use kare

Image
Whatsapp chat shortcut kese use kare  Hello dosto me reetesh chandrawanshi aj is post me ham whatsapp ka feature  shortcut ke bare me janenge Dosto whatsapp me ham kisi bhi chat ka shortcut banakar mobile ke home screen par add kar sakte h or ek click me ham chat open bhi kar sakte h isse ham whatsapp ko open kiye bina hi chat ko open kar sakte h to chaliye dosto start karte h       Mobile notification bar color full kese banaye Whatsapp shortcut ka use kese karte h – 1. Sabse pehle apne mobile me whatsapp open kare 2. Ab jis chat ka apko shortcut banana h us chat ko open kare 3. Ab screen me right side par menu par click kare 4. Ab yaha par last bale more par click kare 5. Add shortcut par click kare 6. Jese hi ap add shortcut par click karenge apke mobile ki home screen me chat ka shortcut add ho jayega ap back hokar check kar sakte h 7. Ab ap jab bhi us chat shortcut par click karoge chat open ho jayegi        Mobile keyboard si

Android mobile hidden game

Image
Android mobile hidden game Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap ummid h ap sab thik hoge dosto aj me is post me android mobile ke hidden game ke bare me Bohot se log yese hote h jo free time me mobile me game khelna pasand karte h kabhi kabhi yesa hota h hamare pass mobile me game nahi hota or ham bor hote rehte h par aj apko android mobile ke hidden game ke bare me bata raha hu android hidden game use karne liye apka mobile ka android version kitkat 4.0 ya usse upar ka version hona chahiye lollipop, marshmallow hona ya isse upar ke version me use kar sakte h        Fb messenger chat color kese change kare Android mobile hidden game – 1. Sabse pehle apne mobile ke app manu me jaye or setting par click kare 2. Yaha par sabse niche about phone par click kare 3. Yaha par apko android varsion dikhai dega us par 4-5 bar click kare 4. Ab apka jo bhi android version hoga us ka logo full screen par dikhai dega uspar click kare 5. Ab apke scre

Xender me 3 mobile ek sath connect kese kare

Image
Xender me 3 mobile ek sath connect kese kare  Hello dosto me reetesh aj is post me bataunga ki ham kese xender me ek sath 3 mobile ko connect kar sakte h Ap bhi xender ka use karte hoge or koi bhi file ko aapas me share bhi karte joge par jada tar loh sirf 2 hi mobile connect karte h par ham xender me 3 ya usse adhik mobile ek sath aapas me connect kar sakte h or ek sath do alag alag mobile me ek hi time me file send kar satke h jab bhi hamare pas kuchh new adio video app kuchh bhi ata h or ek se jada log hamse lena chahte h to ham un dono mobile ko ek sath apne mobile se connect kar sakte h or time bhi bacha sakte h to chaliye dosto start karte h       Google me apni details kese show kare Xender me 3 mobile connect kese kare - 1. Sabse pehle ap play store ya net se xender app dawnload kar ke sabhi mobile me install kar le 2. Ab sabhi mobile me xender app open kare 3. Ab koi bhi ek mobile se create par click kare 4. Ab jo 2 mobile h unme join par click kar

Airtel useful code

Image
Airtel useful code Hello desto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab me aj apko airtel ke useful code batane bala hu jo hamare kam bohot ate h Dosto apne dekhe hoge jab bhi ham koi bhi sim use karte h to us sim ke code ki jaroorat hoti h no. Check karne ke liye balance check karne ke liye yese bohot se kam h jinke liye code ki jarurat padti h         Mobile me document kese banaye Airtel useful code - 1. Balance check karne ke liye          *123# 2. Offer check karne ke liye         *121*1# 3. Mobile no. Or new offer ke liye        *121*1# 4. Airtel service's ke liye        *121# 5. Internet balance check karne ke liye       *123*10# 6. Voice,data,SMS balance check karne ke liye       *121*2#         Google me apni details kese show kare 7. Offer me mila data check karne ke liye       *123*82# 8. Night balance check karne ke liye       *123*6# 9. All voice balance ke liye       *123*5# 10. Data activate karne ke liye       *567#

airtel me start service ko deactivate kese kare

Image
airtel me start service ko deactivate kese kare Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab ummid h ap sab thik hoge dosto aj ham is post ki madad se airtel sim me activate service ko check karenge or yadi activate h to usko deactivate karenge Dosto kabhi kabhi kabhi hamare sath yesa hota h ki sim me koi service anjane me activate ho jati h or usse hamara balance less hota rehta h or ham paresan ho jate h ki pese kyon kat rahe h kabhi kabhi jab ham customer care call karte h to call bhi nahi lagta yese me ham us service ko deactivate nahi kar pate par ham ek code se sim me activate service ko check kar sakte h or delete bhi kar sakte h to chaliye dosto start karte h        Apni pic google+ me save kese rakhe Airtel me activate service ko deactivate kese kare - 1. Sabse pehle phone me jaye 2. Yaha par *121# dial kare or airtel sim se call kare 3. Ab mobile me ek pop-up msg show hoga        Mobile me document kese banaye 4. Yaha apko bohot sare option di

Mobile notification bar color full kese banaye

Image
Mobile notification bar color full kese banaye Hello dosto kese ho ap sab ummid karta hu sab thik hoge me aj is post me bataunga ki kese ham apne mobile ke notification menu ko color full bana sakte h Jab bhi ham koi new mobile lete h ya jo bhi mobile ham use karte h to uska notification menu black dikhta h par ham aj is post ki madad se apni pasand ka color set kar sakte h isme bohot sare them uplabdh h vo bhi free me to ab ap bhi use karna chahoge to chaliye start karte h        Mobile banking se recharge kese kare Notification menu color full kese banaye- 1. Sabse pehle apne mobile me me play store open kare 2. Yaha se color status bar apk dawnload kare direct dawnload karne ke liye yaha click kare -  Color status bar apk download 3. Color status bar apk open kare 4. Yaha par enable color status bar par click kare        Facebook page ka username kese change kare 5. Yaha par color notification access on kare Color status bar ke same tick kare or back bu