Blog me search box kese lagaye

Blog me search box kese lagaye 
Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi dosto me aj is post me bataunga ki kis tarah se ham blog me search box add kar sakte h or search box blog me kyon lagana chahiye



Dosto search box kya hota h ye sab to ap bhi jante ho ki ham search box se searching kar sakte h ham blog me jo search box add karenge usse sirf blog me ki gayi post hi search hogi josse reader ki kafi had tak madad hoti h post ko search karne me jese ki man lo apke blog me 100 post ya usse adhik h yadi kisi koi post read karna h to vo sab ko dekhega par yadi blog me search box h to vo post se related kuchh word type kar ke search kar sakta h or read kar sakta h to ab ap bhi search box add karna chahoge

     Mobile banking mpin or login password kese change kare

Jab blog me ham custom template use karte h to kuchh template ke sath hi search box ajata h yadi nahi ata h ya ap remove kar dete ho to ham fir se add kar sakte h to chaliye dosto start karte h

      Airtel me start service deactivate kese kare


Blog me search box kese add kare - 

1. Sabse pehle blogger dashboard open kare

2. Ab layout par click kare

4. Ab apko jaha par search box add karna h footer me ya slide bar me add gedget par click kare


5. Blog search ke age bale + (plus) ke icon par click kare



6. Ab apni pasand ka title dale or save par click kare



7. Ab last me save arrangement par click kare
     Airtel useful code
Ab  log ko view kare apne jis jagah par search box lagaya h vaha par search box dikhai dega is prakar se ham blog me search box add kar sakte h kesi lagi post comments karke batana jaroor next post me fir se milenge tab tak ke liye bye...

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock