Blog post jaldi search me kese laye

Blog post jaldi search me kese laye
Hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sab dosto me aj is post ne bataunga ki apne blog ki post ko jaldi search me kese la sakte h



Dosto jab mene new blog banaya tha tab mene notice kiya ki blog ki post search me nahi arahi to mene bohot sare kam kiya or sabhi setting or sab kuchh thik se kiya tab meri post search engine me index hona shuru hui blog ki traffic increase karne ke liye bohot jaruri h ki apke blog ki post search me aye ap post ko thik se padhe or sabhi steps ko thik se follow kare

      Mobile keyboard size kese change kare

Blog post jaldi search me kese laye –


1. Custom permalink use kare –

Hab bhi ap post likhte h to apko left side me kuchh option dikhai dete h unme se ek hota h permalink is option par click karne par custom permalink option ko choose kar sakte h

      Mobile keybord me background pic kese set kare



2. Search discruption – 

Post me search disruption jaroor dale jisse post search me ati h post search disruption ap post likhte time dal sakte h search disruption me ap post ka title ya post kis bare me h dal sakte h

      Xender me 3 mobile ek sath connect kese kare



3. Google me index kare –

Post ko search me lane ke liye post url ko direct google me index kar sakte h post ko google me index karne ke liye search console me login kare iske bad crawl par click kare fir apko kuchh option dikhai denge ap fatch as google par click kare yaha se ap post ko google me index kar sakte h

      Blog post ko jaldi search me kese laye google me index kar ke



4. Sitemap banakar webmaster me submit kare – 

Site map se hame hamari sabhi post ke bare me pata chalta h blog me kitni post h or kitni post index ho chuki h ye hame site map me pata chalta h

       Sitrmap webmaster me submit kese kare



Dosto ummid karta hu post apko jaroor pasand ayi hogi in sabhi steps ko thik se follow karne se ap apne blog ki post ko search me jaldi la dakte h yadi apko iske bareme kuchh bhi puchhna ho ya apko koi problem hoti ho to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye….


Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock