adnow ad blog me kese lagaye
hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi ummid h ap sabhi thik hoge aj me is post me adnow advertising company me register kese kare adnow ad blog me kese lagaye ye sabhi jankari me is post me share kar raha hu
adnow native ads company h iske ads blog me popular post jese dikhai dete h jisse ads par click karne ke chances badh jate h yadi apka google AdSense account approve nahi hua h or ap pese earn karna chahte h to ap adnow ke ads apne blog me laga sakte ho
popad se pese kese kamaye
1. sabse pehle adnow website open kare yaha par click kare - adnow
2. singup par click kare
3. publisher par click kare or registration form fill up kare or submit par click kare
4. ab email id confirm kare
blog me pages kese add kare
ab apka account adnow me ban gaya h ab ab apko adnow me website add karna h add site par click kare or form ko fill up kare
1. apni website ka name dale
2. website ka url dale
3. apni website ki language choose kare
4. apke blog me kitne visitor ate h usko select kare
5. add par click kare
ab apki site adnow me add ho gayi h ab sirf apko adnow ad code apne blog me add karna h
1. widgets par click
2. ab apko apka or website ka name dikhai dega ap apne ya website ke name par click kare
3. ab yadi apko widget par koi changes karana ho to ap yaha par widget setting se kar sakte h or html par click kare
blog me color full text kese add kare
4. ab apko html ad code ke 2 box dikhai. denge sabse pehle first box ka code copy kar le
5. ab blogger par jaye layout me jakar jaha par ad lagana h vaha par add a gedget par click kare
6. ab html/java script par click kare or code past kar de
7. ab adnow par jaye or second box ka code copy kar le
8. copy kiye gaye code ko blogger me jakar first code ke niche past kar de or save par click kare
9. last me save arrangement par click kare ap apke blog me adnow ad lag chuke h apko adnow ke ad kuchh is prakar se dilhai dega ap chahe to widget setting me jakar hindi select language select kar sakte h
is prakar se ham apne blog me adnow ke ads laga sakte h or money earn kar sakte h apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga
blog me search box kese add kare

adnow me registration kese kare -

adnow ad code blog me kese ad kare -

sir maine adnow ke ads apne blog par lagaye, par adnow ke ads mere blog me show nhi ho rahe hai.... kya adnow ke ads blogger plateform ke liye nhi hain
ReplyDeleteBlogger me bhi adnow ads laga sakte h ap ads code thik se add kare jarur show karenga mene bhi blogger me adnow ads ads use kiya hu
Deletesir mene codes sahi se ad kiya tha fir bhi ad show nhi ho rha....
ReplyDeleteap hi mujhe code ko ad karne ki step bta dijiye...
Ap apna whatsapp no. Comment kar dena ham whatsapp me msg kar denge apka no. Published nahi kiya jayega
ReplyDeleteYa fir ap jo firs code add karoge uske bad enter press karna or new line me second box ka code past karna
Good Info Sir Pls Check My Blog
ReplyDeleteNice Info. Can I use ads in English only because I write posts in English.
ReplyDeleteYes ap English ads bhi use kar sakte hai .
ReplyDeleteUske liye apko ads setting me English language set karna hoga.
sir www.hihindi.com meri site hai es pe adnow or absence dono use kar rha hu koi problm to nhi hogi
ReplyDeleteYes ap dono use kar sakte hai bas ap apne page loading time par dhyan dijiye, jada ads nahi lagana ads se loading time badh jata hai.
ReplyDeleteAdnow ke ads par ek sandar article.
ReplyDeleteThanks sirji.
nice information thankyou
ReplyDelete