fb messenger me kisi ka bhi nickname set kese kare
hello dosto aj is post me me bataunga ki kis prakar se ham fb messenger me kisi ka bhi nickname set kar sakte h
dosto apke sath bohot bar yesa hua hoga jab ap fb me kisi se bat karte hoge to uska original name kisi ko nahi dikhana chahte hoge to uske liye ham uska nickname set kar dete h or jab bhi koi hame usse bat karte dekhega usko Nick name hi dikhai dega
ham Facebook messenger ki madad se kisi ka bhi nick name set kar sakte h kyonki messenger me kuchh extra features hote h to chaliye dosto start karte h
fb messenger chat color kese chaner
1. sabse pehle play store se ya net se messenger download kar le
2. ab messenger fb id se open kare
Facebook me HD pic kese upload kare
3. ab apne jin jin logo se bat kiye h un sabhi ki list messenger me dikhai dege
4. jiska name change karna h us par click kare jese mene mukesh par click kiya hu
5. ab apke samne chat open ho jayegi ab ap right side me details ke icon par click kare
6. yaha par nicknames par click kare
7. ab yaha apko 2 option dikhai dega ap first bale par click kare jiska chat open kiye the uska name par click kare
8. ab yaha par jo bhi name h usko delete kar de or ap ki padand ka name type kare or set par click kare jese mene mukesh yadav ko delete kar ke mukky set kiya hu
ab ap jiska bhi nickname set karna chahte the nickname set ho gaya h ab jab bhi ap usse bat karoge apko or sabhi ko nickname hi dikhai dega to dosto kesi lagi post batana jarur hamse Facebook me judne ke liye hamara ReeHindiTrick fb page like kare next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
fb id ko alag alag type se open kese kare

fb messenger me kisi ka bhi nickname kese set kare -