android mobile system app delete kese kare
hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi ummid karta hu ap sabhi log thik hoge dosto me aj is post me bataunga ki kese ham android mobile ke system app ko uninstall ya delete kese kar sakte h
dosto jab ham koi new mobile buy karte h to mobile ke sath kuchh yese app bhi install ate h jinko ham use nahi karte par vo system app hone ke karan ham unko delete nahi kar pate par rooted mobile me ham system app ko bhi delete kar sakte h dosto me yaha par apko system app uninstall karne ke 2 prakar bata raha hu jiski madad se ap mobile ke system apps ko delete kar sakte h
doato mobile me kuchh yese app hote h jinka use ham nahi karte kuchh yese hi app ko ham delete kar sakte h jisse mobile ki ram increase hogi ya uski jagah par koi or app use kar sakte h
mobile ke system app ko delete karne ke liye kya kya chahiye -
1. Rooted android mobile - bina rooted mobile me ye trick kam nahi karegi
2. smart booster app
ya
3. Super User app
blog me color full level kese lagaye
method - 1
first method me me supar user app se system app delete karna bata raha hu
1. sabse pehle super user app open kare supar user app mobile root karne ke bad apne ap install ho jata h
2. open karne par apko user application list dikhai degi ap niche system application par click kare
3. yaha par apko sabhi system apps ki list dikhai degi
4. jis app ko apko delete karna h uske age bale delete ke icon par click kare
5. ab 2 option dikhai denge no , yes ap yes par click kare
6. ap jo app ap uninstall karna chahte the vo app delete ho gaya h
Facebook me notification hide ya stop kese kare
method - 2
second method me apko smart booster app ki madad se system app ko delete karna bata raha hu
1. sabse pehle smart booster app open kare
2. smart booster app open karne ke bad apps manager par click kare
3. uske bad backup & uninstall par click kare
4. ab apke samne screen par sabhi user app ki list show hogi ap upar system app par click kare
5. ab sabhi system app ki list dikhai degi apko jo bhi app ko delete karna h us par click kare
6. ab uninstall par click kare
7. ab jis app ko ap delete karna chahte the vo app delete ho chuka h
Facebook friends lisr hide kese kare
dosto ap is tarah se apne mobile ke kuchh system ko delete kar sakte h or mobile ki ram free kar sakte h par kuchh yese app bhi hote h jinko delete karne par apka mobile kharav bhi ho sakta h to jo apps mobile ke liye important h un apps ko delete na kare app jo bhi app delete karte h pehle uska backup bana le iske bad delete kare
dosto kesi lagi ye post batana jarur apko koi problem ho to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

mobile ke system app delete kyon kare -

mobile ke system app delete kese kare -

BAHUT HE BADIYA JANKARI SHARE KI HAI APNE.
ReplyDeletesir aap ka badhiya post hai sabkuch samaj aa gya mreko sir itna badhiya akais likhte ho
ReplyDeleteevie launcher