popads se pese kese kamaye

popads se pese kese kamaye 
hello dosto me aj is post me popads se pese kamane ke bare me bataunga popads company ke ads laga kar ap apne website blog se pese kama sakte h



pop ads company hame popads deti h jo ham apne website me laga sakte h sabse achhi bat ye h ki popads ko ham AdSense ke sath bhi use kar sakte h jab ham popads ke ads apne blog me lagate h to vo ads blog me dikhai nahi dete balki jab koi hamari website me ata h or kisi post par click karta h tab automatic hi popads ki ek new window (page)  open ho jata h or popads ka ad dikhai deta h yadi koi user ko ads pasand nahi ata to ads ki window ko close kar ke post me vapas a sakte h

        domain name kaha se kharide


popads me register kese kare -



1. sabse pehle popads site me jaye direct jane ke liye yaha click kare - popads



yar sign-up par click kare


3. ab registration form me apni details thik se fullup kare or register par click kare



4. ab gmail id confirm kare

        Facebook me tag list se kese nikle

5. popads me apka account successfully ban gaya h

popads me website kese add kare -


1. sabse pehle popads par login kare

2. ab new website par click kare



3. yaha par apni website ki detail thik se fill up kare  or add website par click kare



4. ab apki site add ho gayi h abhi apki site pending me h 24-48 hours me apko approval mail mil jayega popads me approval bohot jaldi mil jata h or lagbhag sabhi ko mil jata  h

popads ads code website me kese lagaye  -


1. popads me approval milne ke bad popads me login kare

       list of hindi website

2.  code generator par click kare



3. ab apko ads code dikhai dega us ko copy kar le me apko bolna chahunga ap anti-adblock adcode copy kare



4. blogger dashboard me jaye or or template par click kare


5. yaha par edit html par click kare


6. html editor open hone ke bad jo code apne copy kar ke laye ho usko <head> ke upar past kar de


7. save template par click kare


ab  apne  apni  website me  popads  ke  ads  laga  liye  h  ab  ap  ye  check  kar  le  ki  popads  ke  ads  apki  site  me thik se kam kar rahe h ki nahi iske liye ap popads ke troubleshooter par click kare or apni website ka url dalkar check kar le

       blog me pages kese add kare

dosto is prakar se popads ke ads apne blog me lagakar pese kama. sakte h yadi apko popads ke ads apni website me lagane me koi problem aye to comments karna me apki help jarur karunga kesi lagi ye post comments kar ke batana jarur next post me fir se milenge tab tak ke liye bye ...





Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock