Index post check kese kare

Index post check kese kare 
Hello friends aj is post me bataunga ki kese ham google me index post ka pata laga sakte h aj is trick se ap sabhi index post ko check kar sakte h



Jab ham new blog banate h to blog rank google me kam hoti h jisse post index home ke bad bhi show nahi hoti

      Blog post index notification start kese kare

Par yadi ham chahe to check kar sakte h ki hamare blog ki kon kon si post google me index ho gayi h ham un post ko google me hi check kar ke

Dosto ye ek bohot hi simple or sort idea h jo me aj apko bata raha hu jisse ap asani se apne blog ki index hui sabhi post ko dekh sakte h k

Index post check kese kare -

1. Sabse pehle apne mobile ke ya computer me chrome browser open kare

2. Ab chrome browser me google open kare

      Website seo score check kese kare

3. Google open karne ke bad apni website ka url or url se pehle site. Laga de
Ex. - site.reehinditrick.in kuchh is tarah se type kare



4. Ab search par click kare

5. Ab ap dekh sakte h apko apke blog ki sabhi index post dikhai degi



Ham apne blog ki kuchh index post ko website url search kar ke bhi dekh sakte h par kuchh hi post show hoti h isi liye mene aj ye post share kiya hu taki sabhi blogger apne blog ki index post check kar sakte

      Adnow ad blog me kese lagaye

Dosto is prakar se ham index post ko check kar sakte h kesi lagi ye sort and simple trick batana jarur next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....
      Popad se pese kese kamaye

Comments

  1. Grate and valuable content you always post thanks for sharing and keep posting

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock