Whatsapp msg mute kese kare

Whatsapp msg mute kese kare 
Hello friends aj me is post me whatsapp ke msg ko mute karne ke bare me bataunga or whatsapp msg mute karne se kya hoga ye sab aj me is post me share kar raha hu



Dosto kabhi kabhi ham kuchh friends ya group me ane bale msg ke notification se bohot paresan ho jate h yadi ham mobile me koi kam karte h to msg ate rehte h or ham paresan hote rehte h par ham yadi chahe to msg ko mute kar sakte h jisse msg notification band ho jayenge

Whatsapp chat popup start kese kare

Whatsapp msg mute karne se kya hoga -
Ap jis friend ya group ke msg ko mute karoge us friend /group ke msg to ayenge par jab bhi usme msg ayenge to ton nahi sunai degi or notification bar me bhi msg nahi dikhai dega par msg ayenge or jab ap dekhna chaho dekh sakte ho

Kabhi kabhi yesa hota h ki hamare friends log hame paresan karte h or msg karte rehte h or ham apme friends ko block bhi nahi kar sakte to ham us chat ko mute kar dete h jisse msg to ate h par notification or ton nahi ati to chaliye dosto start karte h
        Whatsapp chat shortcut kese use kare


Whatsapp msg mute kese kare - 

1. Sabse pehle whatsapp open kare

2. Ap us chat ko open kare jisko mute karna chahte h

3. Ab upar apko friend ya group ka name dikhai dega uspar click kare

       Whatsapp me custom ringtone set kese kare

4. Ab yaha par apko mute ka option dikhai dega mute option ko on kare



5. Ab apse puchha jayega kitne dino ke liye mute karna h ap option choose kare



6. Yadi ap chahte ho msg notification bar me dikhai de to ap show notification par tick mark kare yadi notification nahi chahte to vese hi rehne de

7. Ab ok par click kar de

Ab ap jis chat conversation ko mute karna chahte the vo conversation mute ho gaya h yadi apko unmute karna ho to mute ka option off kar de unmute ho jayega

Whatsapp me video ko gif banake send kese kare

To dosto is prakar se ham whatsapp msg ko mute kar sakte h kesi lagi ye post batana jarur dosto yadi apko ye post pasand ayi to share jarur kare next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock