Mobile chori hone par kya kare

Mobile chori hone par kya kare 
Hello friends aj me is post me apko bataunga ki mobile chori hone ya goom ho jane ke bad kya kare



Aksar sabhi ke sath yesa kabhi na kabhi ho hi jata h mobile chori ho jata h ya kahi apni hi lapar vahi ke karan goom ho jata h to sabse man hota h ki mobile chori ya goom ho jane ke bad kya kare
        Mobile garam hone ke bad kya kare

Me is post me mobile chori hone ke bad kya kare ye to bataunga hi par sath me hi mobile chori hone se pehle kya karna chahiye ye bhi bataunga jisse mobile bapas milne ke 50% chances badh jate h to chaliye pehle jante h mobile chori hone se pehle kya karna chahiye
      Google map me address add kese kare

Mobile chori hone se pehle kya kare -
Me yaha par kuchh jaruri bat bata raha hu jinko hame mobile me pehle se hi setup rakhna chahiye jisse mobile bapas milne ke kaphi chance badh jate h

1. Connect your mobile Gmail account -
Apne mobile ko hamesa apne gmail account se connect rakhe yadi apka abhi tak gmail account nahi h to ap gmail account bana le or apne android mobile ko gmail se connect kar le

2. Activate android device administration -
Mobile administration hamesa activated rakhe is ko kyon active rakhna chahiye ye me apko niche bataunga jisse ap hamesa device administration on rakhoge

3. Turn on your mobile location - 
Bese to jada tar mobile ghar ke bahar se hi goom hote h ya chari hote h to ap ghar se bahar jate time mobile location on rakhe

      Wi-Fi block kese kare

Ye sabhi chize ap jab apke pass mobile ho tab hi active rakhe taki apko bad me pachhtana na pade ki kash me mobile ko gmail se connect rakhta ya location on rakhta isse achha ap pehle se hi sab thik rakhe taki bad me pachhtana n pade

Mobile chori hone ke bad kya kare -

Me yaha par apko kuchh point bata raha hu jisse ap puri tarah se samjh jaoge ki mobile chori ya goom ho jane ke bad kya kya karna chahiye

1. Locate your phone - 
Jab apko pata chale ki apka mobile missing h ap sabse pehle mobile ko locate karne ki kosis kare ap apne android mobile ko kisi bhi other mobile ya computer se locate kar sakte ho bas apke pas mobile me connected gmail id or password hona chahiye

       Full feature music player all in one app

Mobile locate karne ke liye ap google device manager ki help le sakte h iske liye apke mobile ka device administration active rehna chahiye or mobile location on hona chahiye yadi apka mobile kisi or ke hath na laga ho to ap asani se locate kar sakte h

2. Send msg -
Ap device manager se hi ek msg send kar sakte ho jo msg  apko bhejna ho bhej sakte h

3. Erase your all data -
Jab apko lage ki apka mobile ab apko nahi mil payega to ap apne mobile ka sabhi data erase kar de isse vo mobile kisi kam nahi rahega ap sabhi data ko erase kar de


4. Band your SIM -
Ap sim ko band kara de jis company ka apko sim h uske customer care me call kar ke ap apne sim ki out going calls band kara de yadi kisi ko apka mobile mil bhi jaye to vo kisi ko call nahi kar payega apke no. Se


5. FRI -
Apna mobile chori hone ki report apne najdiki police station me fri kare and ek copy apne pas rakhe jisse ap sim ko renew ban ba sakte ho
      Facebook me stylish post kese kare
To dosto mene aj is post me mobile chori hone ke bad kya kare or mobile chori hone se pehle kya kare iski jankari diya hu ummid karta hu apko ye post pasand ayi hogi next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock