Wi-Fi block kese kare

Wi-Fi block kese kare 
Hello dosto aj me is post me batane bala hu ki kisi ka bhi Wi-Fi block kese kare or Wi-Fi block kese kare ye sabhi aj me is post me bataunga



Jab koi hamre hotspot se bar bar connect karta h to usse bachne ke liye ham uska wifi ko block kar dete h jisse fir vo connect nahi kar pata 

Wi-Fi block kyon kare - 

Jab ham kabhi apne kisi dusre mobile se hotspot se Internet share karte h or tab or kisi ka Wi-Fi bhi hotspot se connect kar dete h to fir ham jiska Wi-Fi apne hotspot se connect karte h vo kabhi bhi connect kar leta h bhale hi password kyon n dala ho tab tak bo forgot nahi karega tab tak vo hamara hotspot se connect hote jayega

      Bluetooth se internet share kese kare

Par usko dusri bar connect karne se rokne ke liye ham uska Wi-Fi ko block kar sakte h jisse vo hamare mobile ke hotspot se kabhi Wi-Fi connect nahi kar payenge tab tak ham Wi-Fi unblock na karte to dosto ab ap samjh ho gaye hoge ki Wi-Fi block karne se kya hota h or hamara kya fayda hoga h to ab start karte h

Wi-Fi block kese kare -

Kisi ka bhi Wi-Fi block karne se pehle apko ye janna padega ki jiska Wi-Fi ap block karna chahte ho vo hamare hotspot se connect h ya nahi jo Wi-Fi current me connect rahega usko bas block kar sakte h to sabse pehle pata kare ki Wi-Fi connect hua ya nahi isko simple tarike se pata kar sakte h ap notification manu me check kar sakte h apka hotspot se kitne Wi-Fi connect h jiska Wi-Fi block karna h vo Wi-Fi connect ho to ye steps ko thik se follow kare

       Mobile internet connection share kese kare

1. Sabse pehle ap jis Wi-Fi ko connect kar ke net use karte ho usko off kar de taki jis Wi-Fi apko block karna ho sirf bahi connected rahe or ap aasani se samjh sake ki ye bahi Wi-Fi h jisko block karna h

2. Ab jis mobile ka hotspot on h us mobile ki setting me jaye or more par click kare

3. Ab ap yaha par tethering & portable hotspot par click kare

4. Ab Wi-Fi hotspot settings and user management par click kare



5. Ab connected user section me apko connected user ke ip address or mac address dikhai dega us par click kare



5. Us par click karte hi ek chhoti popup window open hogi usme apko 2 option dikhai denge cancel or block ka

6. Ab yadi ap block karna chahte h to block karna h to block par click kar de vo Wi-Fi block ho jayega



7. Or ab apne jo Wi-Fi ko block kiye h vo Wi-Fi block user me show hone lagega

8. Jab bhi apko unblock karna ho ap block Wi-Fi par click kare or fir unblock par click kar de unblock ho jayega

        Gallery vault app hide kese kare

Is prakar se ham kisi bhi Wi-Fi ko block kar sakte h or hamare mobile Internet data ko use karne se rok sakte h or jab chahe unblock bhi kar sakte h

Note -
Wi-Fi block karne ki setting Android version 6.0 (marshmallow)  or isse upar ke version me h 6.0 se niche ke version me ye setting nahi h mene Android version 5.1 (lollipop) me check kiya tha ye setting nahi thi ap apne mobile me bhi check kar sakte h par ye setting 6.0 usse upar ke version me mil jayegi

Ummid karta hu ye post apko pasand jaroor ayi hogi dosto kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

  1. Jionee a1 lite me setting nhi mil rhi h

    Hotspot limit kese set kre

    ReplyDelete
  2. Sayad apne post me note nahi padha. .

    Yadi apke mobile me android 6.0 ya usse adhik version hoga tabhi ye setting milegi

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock