Blog me link+image add kese kare
Hello friends aj is post me blog me link+image add karna bata raha hu
Apne bohot se blog me link+image dekhe hoge jis par click karne par ham kisi or site me ya kahi or transfer ho jate h jese ki Facebook group, YouTube channel, other website etc.
Link+image ka use jada tar promote ke liye kiya jata h jese mere pas 2 website h alltrickinfo or reehinditrick yo yadi me chahu to alltrickinfo site se reehinditrick ka promotion kar sakta hu ek banner bana ke alltrickinfo me laga dunga jab bhi koi banner par click karenge automatic hi reehinditrick me transfer ho jayenge kyonki pic ke sath link bhi add thi
Blog post publish karne ke bad URL change kese kare
Bohot log ek website se dusri website ko promote karne ke liye CSS or JavaScript language ka use karte h par yadi ap CSS or JavaScript ka use nahi kar pate h to ap direct image ka use kar sakte h to chaliye dosto start karte h.
1. sabse pehle ap blogger dashboard par login kare
2. Ab yaha par ap layout par click kare
Blog or address bar color match kese kare
3. Ab jaha par ap link+image add karna chahte h vaha par add gadget par click kare
4. Ab ap image bale widget par click kare
5. Ab yaha par sabse pehle widget ka title add kare bina title ke ye widget save nahi hoga to apko title add jarna hi hoga
6. Ab link ke age bale box me URL add kare jese mene apni website ka URL add kiya hu http://www.reehinditrick.in is type se
7. Ab ap choose file par click kare or jis pic ko add karna chahte h usko select kar kijiye
Blog ko Google+ se link kese kare
8. Pic load ho jane ke bad save button par click kare
9. Ab widget save ho jane ke bad last me dave arrangements par click kare
10. Ab ap view blog par click kare or blog me image ko check kar sakte h or ek bar ap us pic par click jarur kar lijiye taki apko pata chale ki link+image thik se kam kar rahi h ya nahi
Is prakar se ham apne blog me link+image add kar sakte h or promote kar sakte h ap apni dusri website hi nahi isi trick se ap apne blog se Facebook group, YouTube channel, website inme se kisi ko bhi promote kar sakte h
Facebook pending post check kese kare
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna ne apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Blog me link+image add kese kare -
Blog me link+image add karna bohot hi aasan h bas apko kuchh simple steps ko thik se follow karna hoga.1. sabse pehle ap blogger dashboard par login kare
2. Ab yaha par ap layout par click kare
Blog or address bar color match kese kare
3. Ab jaha par ap link+image add karna chahte h vaha par add gadget par click kare
4. Ab ap image bale widget par click kare
5. Ab yaha par sabse pehle widget ka title add kare bina title ke ye widget save nahi hoga to apko title add jarna hi hoga
6. Ab link ke age bale box me URL add kare jese mene apni website ka URL add kiya hu http://www.reehinditrick.in is type se
7. Ab ap choose file par click kare or jis pic ko add karna chahte h usko select kar kijiye
Blog ko Google+ se link kese kare
8. Pic load ho jane ke bad save button par click kare
9. Ab widget save ho jane ke bad last me dave arrangements par click kare
10. Ab ap view blog par click kare or blog me image ko check kar sakte h or ek bar ap us pic par click jarur kar lijiye taki apko pata chale ki link+image thik se kam kar rahi h ya nahi
Is prakar se ham apne blog me link+image add kar sakte h or promote kar sakte h ap apni dusri website hi nahi isi trick se ap apne blog se Facebook group, YouTube channel, website inme se kisi ko bhi promote kar sakte h
Facebook pending post check kese kare
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna ne apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Thanks for sharing useful information
ReplyDeletethnx friend aapne mera help kiya.aapka post mujhe pasand aaya.
ReplyDeleteyour friend #Vt
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteBlog or website kese banaye is post ko read karke ap apne liye ek blog create kar sakte hai.
ReplyDeleteIts a very good information thanks for sharing this trick thank u so much
ReplyDeleteWaah bahut achhi jankari di hai aap ne, mujhe iski zarurat thi
ReplyDeleteThanks Aap ki wajah se mera problem Solwe ho gaya
ReplyDeletenice information
help sir ji
ReplyDeletemera YouTube channel bindaas klgs ke name se khola hun....subscribe kam bahut kam hai...889 subscriber abhi hai..to sir main blogger me upload hoga ki nahi ?
Thank You sir for Article...
ReplyDeletehttp://www.rojgarbharat.info Rojgar Bharat ,New Job, Result, Admit Card,Job notification
Thank You sir for Article...
ReplyDeleteNew Job, Result, Admit Card,Job notification