Blog Post url change karne ke bad kya kare full guide

Blog Post url change karne ke bad kya kare full guide 
Hello friends aj is post me blog post url change karne ke bad kya kya karna chahiye iske bare me important tips share kar raha hu


Kabhi kabhi ham kisi karan se blog post ka url change kar dete h jisse kuchh problem aa jati h aj me is post me url change karne ke bad ane bali problem or fix karna or url change karne ke bad kya kya karna chahiye iske bare me bata raha hu

Yadi ham blog ki kisi post ka url change karte h to iska matlab ham post ko renew kar rahe h or jab post ko renew karte h to old url kisi kam ka nahi hota h ye bat ka khas dhyan rakhna chahiye
     Blog hyper link color change kese kare

Blog post url change karne ke bad kya kya problem aa sakti h - 
Yadi ham blog post ki url change karna chahte h ya kar dete h to hame ye pata hona chahiye ki yadi ham post ka url change karte h to hame kya kya probletaa sakti h me niche point ke rup me url change karne ke bad ane bali problem ke bare me bata raha hu

1. 404 page not found error aa jati h

2. Crawl error ajati h

3. Jis post ka url change karte h us post me google se ane bala traffic (page views) ka loss ho jata h

4. Jis post ka url change karte h yadi us post ka url kisi other post ke bich me add h to page not found aajayega

       Blog me link+image add kese kare

Kisi post ka url change karne se ye lagbhag ye sabhi problem aasakti h par ham problem (error) aane se rok sakte h

Post url change karne ke bad ane bali problem fix kese kare -
Ab apko ye pata ho gaya h ki post url change karne se kya kya problem ho sakti h par un problem ko (errors)  ko fix bhi kar sakte h ya url change karne ke back aane bali error/problem ko rok bhi sakte h.

1. Jis post ka hamne url change kiye h us post ko google se remove kar dijiye

2. Yadi post ka url change kiye h to kuchh din tak crawl error check karte rehna chahiye or error milne par fix karna chahiye

3. Page not found problem aane se ham 2 type se rok sakte h
A. Google se jis post ko remove karke

     Blog or address bar color match kese kare

B. Jis post ka url change kiye h yadi us post ka url (link)  kisi other post ke bich me add h to new url se replace kar dijiye ya old link ko remove kar dijiye

Blog post url change karne ke bad kya kare -

Yadi ham kisi post ka url change karte h to ye hame jarur pata hona chahiye ki url change karne ke bad kya kya karna chahiye.

1. Post url change karne ke bad post ko google me fast index karne ke liye fatch us google kare matlab new url ko direct google me submit kare jisse hamara new url Google me jald index ho jaye

2. Post url change karne ke bad old url ko new url se replace kar dena chahiye

3. Ho sake to old url ko new url me redirect kar dena chahiye.

     Blogger template download kaha se kare

Friends aj is post me post url change karne se kya kya problem aasakti h or post url change karne ke bad ane bali problem ko fix kese karte h or sath hi me post url change karne ke bad kya kya karna chahiye iske bare share kiya tha ummid karta hu apko ye post pasand ayi hogi

Friend kesi lagi ye post batana jarur yadi apka koi questions ho to ap comments kar ke puchh sakte h me jald se jald reply karne ki kosis karunga next post me fir se milenge tav tak ke liye bye....

Tags

Post a Comment

1 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.