Facebook group me poll create kese kare
Hello dosto aj is post me facebook group me poll kese banate h iske bare me bata raha hu
Facebook group me apne poll to dekhe hi hoge poll ka use ham kuchh select karne ke liye kar sakte h
Jese mere pas kuchh option h or mujhe apne group friends se un me se kisi ek ko select karana h to ham uske liye facebook poll ka use kar sakte h or apne option ko achhe se or new tarike se post kar sakte h
Ex.
Yadi mujhe apne apne group friends se puchna h ki konsi website apko sabse jada pasand h ReeHindiTrick ya ReeHinditech to me iske liye 2 poll create kar sakta hu or jisko jo bhi website pasand h select kar sakte h
Fb page template kese change kare
sabhi log jante h ki facebook group me computer se hi poll create kar sakte h par me aj is post me apko mobile se poll create karna bata bata raha hu
1. Sabse pehle ap facebook ke man app me apni facebook id login kare
2. Facebook id open hone ke bad jis group me poll create karna h us group ko open kare
3. Ab jaha se post upload karte h vaha par right side me 3 dot (.) Dikhai degi ap 3 dot (menu) par click kare
4. Ab create poll par click kare
5. Ab ap jo post likhna chahte h taha par likh lijiye
Fb id ko alag alag type se open kese kare
6. Ab niche jo option add karna vo type kare jese mene ReeHindiTrick type kiya hu
7. Option type karne ke bad plus (+) ke icon par click kare
8. Isi prakar se second option type kare or plus (+) ke icon par click kare
9. Ab sabhi option ke poll add karne ke pad post par click kare or post ko publish kar dijiye
10. Ab apne Facebook group me poll post kar diye h ab apke friends jo bhi option select karna chahe select kar sakte h
Is parakr se ham Facebook group me poll create kar sakte h or apne option ko poll ke rup me group me post kar sakte h or kitne logo ko konsa option jada pasand h aasani se count kar sakte h
Fb profile me video kese set kare
Friends ye trick mobile me sirf Facebook ke man app me work karti h facebook lite app me work nahi karti h or computer me bhi ye trick work karti h
Friends kesi lagi ye post comments karke batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Facebook page ka username kese change kare
Hello dosto aj is post me facebook group me poll kese banate h iske bare me bata raha hu
Facebook group me apne poll to dekhe hi hoge poll ka use ham kuchh select karne ke liye kar sakte h
Jese mere pas kuchh option h or mujhe apne group friends se un me se kisi ek ko select karana h to ham uske liye facebook poll ka use kar sakte h or apne option ko achhe se or new tarike se post kar sakte h
Ex.
Yadi mujhe apne apne group friends se puchna h ki konsi website apko sabse jada pasand h ReeHindiTrick ya ReeHinditech to me iske liye 2 poll create kar sakta hu or jisko jo bhi website pasand h select kar sakte h
Fb page template kese change kare
sabhi log jante h ki facebook group me computer se hi poll create kar sakte h par me aj is post me apko mobile se poll create karna bata bata raha hu
Facebook group me poll kese banaye -
1. Sabse pehle ap facebook ke man app me apni facebook id login kare2. Facebook id open hone ke bad jis group me poll create karna h us group ko open kare
3. Ab jaha se post upload karte h vaha par right side me 3 dot (.) Dikhai degi ap 3 dot (menu) par click kare
4. Ab create poll par click kare
5. Ab ap jo post likhna chahte h taha par likh lijiye
Fb id ko alag alag type se open kese kare
6. Ab niche jo option add karna vo type kare jese mene ReeHindiTrick type kiya hu
7. Option type karne ke bad plus (+) ke icon par click kare
8. Isi prakar se second option type kare or plus (+) ke icon par click kare
9. Ab sabhi option ke poll add karne ke pad post par click kare or post ko publish kar dijiye
10. Ab apne Facebook group me poll post kar diye h ab apke friends jo bhi option select karna chahe select kar sakte h
Is parakr se ham Facebook group me poll create kar sakte h or apne option ko poll ke rup me group me post kar sakte h or kitne logo ko konsa option jada pasand h aasani se count kar sakte h
Fb profile me video kese set kare
Friends ye trick mobile me sirf Facebook ke man app me work karti h facebook lite app me work nahi karti h or computer me bhi ye trick work karti h
Friends kesi lagi ye post comments karke batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Facebook page ka username kese change kare
Nice helpfull post.kya ye fb lite me ban sakata hai.
ReplyDeleteya kisi brouser me.
waiting for your reply
your friend #Vt
www.hindihelpyar.com
Fb lite me abhi ye feature available nahi h ap is feature ko computer me or facebook ke man app me use kar sakte h
ReplyDeleteYe trick chrome browser me work kar sakta h ap try kar sakte h.