Youtube channel ke liye analytics account kese banaye
Hello dosto aj me is post me youtube ke liye analytics account kese banate h iske bare me bata raha hu
Analytic kya h ye ap sabhi log jante hi honge yadi nahi jante to me bata det hu analytics account ka use ham traffic report check karne ke liye karte h analytics me traffic (overview) check karne ke bohot sare feature h or ham apne youtube channel me aarahi traffic ko achhe se jan sakte h
Ham apne channel ki traffic report youtube channel me bhi dekh sakte h par yaha par kuchh jada option nahi hote h isi liye ham apne channel ki traffic report thik se janne ke liye analytics ka use kar sakte h
YouTube channel layout customize kese kare
1. Sabse pehle ap google me jakar Google analytics website me jaye direct jane ke liye yaha click kare google analytics
2. Ab google analytics ke niche sing up for free par click kare
3. Ab ek next page open hoga yaha par bhi apko sing up par click karna h
4. Ab yaha par apse puchha jayega ap kis chiz ke liye analytics account banana chahte h website ya mobile app ap website par click kare
YouTube channel trailer video set kese kare
5. Website par click karne ke bad apko uske niche ka form thik se fill up karna h
A. Account name - yaha par account ka name add kare apna ya apne channel ka name add kar dijiye
B. Website name - yaha par ap apne YouTube channel ka name add kar dijiye
C. Website url - sabse pehle ap website http:// ki jagah par https:// select kar le or uske aage apne youtube channel ka URL add kare
D. Industry category - ab yaha par ap apne YouTube channel ka category select kare jis category me apka channel us ko select kare yadi apke channel jis category ka h uska option nahi h to ap other par click kare
E. Reporting time zone - ab ap yaha par reporting time zone me india select kare
YouTube me branding watermark set kese kare
6. Ab ap niche ke sabhi check box par tick kare vese to sabhi box me pehle se hi tick hota h yadi nahi h to ap tick kar dijiye
7. Ab ap niche get tracking id par click kare
8. Ab apko google analytics terms or service agreement dikhai dega ap I Accept par click kare
9. Ab apka google analytics account ban gaya h
Is prakar se ham apne YouTube channel ke liye Google analytics account bana sakte h next post me google analytics tracking id youtube channel se connect karna share karunga
YouTube channel verify kese kare class in hindi part 5
Friends kesi lagi ye post comments kar ke batana jarur yadi apko analytics account create karne me koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye

YouTube channel ke liye analytics account kese banaye -