Google account se connected app or site check kese kare

Google account se connected app or site check kese kare
Hello friends aj is post me google account se connected apps or site check or remove kese karte h iske bare me bata raha hu


Kabhi kabhi yesa hota h ki ham kuchh app or sites me google+ profile se signup or signin kar lete h jisse vo sabhi apps or sites google account se connect ho jate h

Google account se connect hone ke bad sabhi apps or sites google account ka access mil jata h or hamare Google account ko access karte h

       Google account device activity check kese kare

Yahi mara un sabhi apps or sites se work end ho gaya h to un apps or site ko hame google account se remove kar dena chahiye aj is post me google account ko access kar rahe apps or site ko check karna or remove karna bata raha hu

Google account se connect app or site remove kyon kare -
Friends jab ham kisi bhi apps or site ko google+ se login ya sign up karte h to ham us apps or website ko google account ka access bhi de dete h

Yese me yadi hamara un apps or site s se work end ho jata h to un site or apps ka google account se access removed kar dena chahiye

       Gmail me kisi bhi mail ko block kese kare

Jab ham kisi sites ya apps ko apne google account ka access dete h to google account hack hone ka khatra badh jata h is liye hame apne google account se access remove kar dena chahiye to chaliye dosto start krte h

Google account se connected app or site check kese kare -

Google account se connected app or site ko check or removed karne ke liye ap niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare

1. Sabse pehle google account me jaye

2. Ab yaha par gmail account se login kare

3. Google account open ho jane ke bad ap sign-in &security section me jaye

      google account dashboard open kese kare

4. Ab yaha par connected apps & sites par click kare


5. Ab yaha par apko apke google account se connected apps & sites dikhai dega ap ap manage apps par click kare


6. Ab apko apps and site ke name ke niche remove ka option dikhai dega ap remove par click kare


7. Ab apko ek pop-up window dikhai degi usme remove access dikhai dega ap niche ok par click kare


8. Ab ap jis apps&sites ko apne google account se remove karna chahte h vo remove ho gaya h

Isi type se ap others apps and sites ko apne Google account se remove kar sakte h or apna account secure kar sakte h

      gmail account name change kese kare

Is prakar se ham google account se connected app or sites ko check or remove kar sakte h ummid karta hu apko ye post pasand aayi hogi

       Google account me recovery email set kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye......

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock