Google drive kya h or use kese kare

Google drive kya h or use kese kare
Hello friends aj is post me google drive kya h or google drive ko kese use karte h iske bare me bata raha hu


Yadi ap yesi jagah par apne important chize rakhna chahte h jaha se ap kabhi bhi or kahi bhi nikal sakte h or na hi chori jone ka dar ho or na hi kahi gum jane ka khatra ho to ap google drive ka use kar sakte h
       Google account se connected app or site check kese kare

Google drive kya h -
Google drive google ki cloud storage service h google is service se online 15 GB ka cloud space free provide karta h

Google drive google ki service h to ham is me trust kar sakte h or apne important files upload kar ke save kar sakte h

      Google account device activity check kese kare

Google drive ki madad se jin ke mas gmail (google) account h unko google free me 15 Gb ki online cloud storage space deta h jo normally use ke liye bohot hoti h par yadi hame 15 GB se jada storage ki jarurat h to ham google drive service ko upgrade kar sakte h

Google drive me ham apne important documents, files, photos, etc rakh sakte h or jab chahe jaha se chahe nikal sakte h

Google drive kese use kare -

Google drive service ko use karne ke liye ap niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare

       Gmail me kisi bhi mail ko block kese kare

Google drive service ko ham drive app me use kar sakte h aj lagbhag sabhi android smart phone use karte h or lagbhag sabhi android mobile me google drive app already company se hi aata h par yadi apke mobile me google drive app nahi aaya h to ap play store se download kar sakte h

1. Sabse pehle ap play store me jaye or google drive app download kare or install kare

2. Google drive app open kare drive app apke mobile me add gmail id ko automatic deduct kar lega or login ho jayega

        Google account me recovery email set kese kare

3. Ab google drive app open ho jane ke bad ap plus (+) icon par click kare


4. Ab upload par click kare


5. Ap apne device se jo bhi file ya document google drive par upload karna chahte h usko choose kare


6. Ab ap jis file ko google drive me save karna chahte the vo file google drive me upload ho gayi h

7. Ab ap upload file ko apni gmail id use karke kisi bhi mobile se apni file ko download kar sakte h

        google account dashboard open kese kare

Friends is prakar se ham google drive ka use kar sakte h or apne document or files ko online save kar sakte h

Google drive me save files ko yadi ap share karna chahte h to share bhi kar sakte h jis file ko share karna chahte h ap us file ka link de sakte h fir jisse ap file share karna chahte h vo us link se file download kar sakte h

       gmail account name change kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock