Mobile se blogging kese kare important tips

Mobile se blogging kese kare important tips
Hello friends aj is post me mobile se blogging kese kare iske bare me kuchh important tips bata raha hu


Bohot se blogger yese h jo mobile se hi blogging karte h or me bhi unme se ek hu par kuchh bloggers ko mobile se blogging karne me thoda paresani hoti h to aj me is post me kuchh tips share kar raha hu jisse ap mobile se blogging ko aasan bana sakte h

Bohot se blogger ke pas pc or lappy nahi hota h to mobile se hi blogging start kar dete h par starting me mobile se blogging karne me bohot paresani hoti h to apko ye post read karne ke bad bohot sari problem solve ho jayegi

      Blog home page setting kese kare

Me aj is post me bata raha ku ki me ReeHindiTrick ko mobile se kese manage karta hu or kon kon se apps use karta hu uske bare me share kar raha hu jisse apko mobile se blogging karne me bohot help mil sakti h

Friends me ye nahi bol raha hu ki ham bina pc/lappy aasani se kar sakte h mobile se blogging start karna computer me start karne ke mukable bohot hard h par yadi computer nahi h to ham mobile se bhi blogging start kar sakte h to chaliye dosto start karte h

Mobile se blogging kese kare important tips -

Me niche kuchh apps ke bare me bata raha hu jinko ap apne android mobile me install kar ke use kar sakte h ye sabhi apps apko Google play store se mil jayenge

      Blog me comments form message add kese kare

1. Chrome browser - 
Chrome browser fast or trusted browser h to ap isme blogging ke sare kam kar sakte h is browser me ap mobile se template edit nahi kar sakte baki blogging ka sara kam aasani se kar sakte h

2. Vc browser -
Vc browser ko ap blog template edit karne ke liye use kar sakte h vc browser thoda slow h par template edit kar sakte h

3. Go keyboard -



Go keyboard mobile se blogging karne ke liye bohot hi use full h or template edit karne ke liye bhi bohoy jada use full keyboard h isme kuchh extra keys use kar sakte h jisse kuchh kam bohot easy ho jata h go keyboard ki kuchh extra keys all ,cut, copy, past, choose, clear, etc ye kuchh extra keys use kar sakte h

       Feed burner me mail setup kese kare

4. Rar -
Rar app ka use zip file ko unzip karne ke liye kar sakte h

5. My notes -
My notes app me ap aasani se post likh sakte h or post likhne ke bad blogger post editor me past kar ke edit karne ke bad published kar sakte h

      Blog target country set kese kare

Mobile se online direct blogger me jakar likhna kisi ko pasand nahi h isi liye ap offline post likh sakte h my notes app me

6. AdSense - 
Yadi ap adsense account use karte h to ap apne mobile me adsense ka app install kar ke ek click me earning check kar sakte h

7. Analytics -
Yadi apne apni website ke liye analytics account banaye h to analytics app se ap ek click me apni website ki state/overview check kar sakte h

In sabhi apps ka use kar ke ham mobile me blogging ko thoda aasan bana sakte h ummid karta hu apke liye ye post useful jarur rahi hogi

      Post template kya h or kese use kare

Friends kesi lagi ye post comments kar ke batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock