Google account device activity check kese kare

Google account device activity check kese kare 
Hello friends aj is post me google account device activity check kese karte h iske bare me bata raha hu


Google account device activity kya hoti h ye to ap jante hi hoge google account me device activity check karne se pata chalta h ki hamara google account kon kon se device me on h or kis kis device me active hua h

Jab bhi hame lagta h ki kahi hamara Google account hack to nahi ho gaya to ham sabse pehle check karte h ki kahi hamara account kisi other device me open to nahi hua h yadi hua h to ham jaldi se apna password change kar sakte h

      Gmail me kisi bhi mail ko block kese kare

Bohot bar hame pata bhi nahi hota ki kon kon se device me hamara Google account active h yese me ham google account device activity me jakar check kar sakte h ki hamara mobile current me kon kon se device me active h or isse pehle kon kon se device me active tha

Yadi apka google account kisi other device me on h to google account se hi other device se apka google account ko remove kar sakte h fir uske bad other device me apka google account work nahi karega jab tak fir se login n kiya jaye

Google account device activity check kese kare -

Google. Account me device activities ko check karne ke liye ap niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare to chaliye friends start karte h

1. Sabse pehle google account open kare

2. Ab yaha par gamil id se login kare

3. Google account open hone ke bad sign-in & security section me jaye

      Google ki best websites ke bare me basic jankari

4. Ab yaha par device activity & notification par click kare


5. Ab apko yaha par current device or other device dikhai denge ap review devices par click kare


6. Ab apko jis device se account remove karna h us par click kare


7. Ab ap remove par click kare


8. Remove par click karne ke bad ap ek pop-up window open hogi yaha bhi ap remove par click kare


9. Ab ap jis device de Google account remove karna chahte h successfully remove ho gaya h ab apka google account us device me work nahi karega

Yadi usi device me fir se password dal kar login kiya jayega to account fir se work karne lagega

       Google account me recovery email set kese kare

Is prakar se ham apne google account ki device activities check kar sakte h or other device me account active hone par apne google account ko remove kar sakte h

     google account dashboard open kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

  1. Bhai tumhara template yehi wala design kardiya he prowebbblogging1@gmail.com pe message karke lejao

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock