Blog me comment setting kese kare

Blog me comment setting kese kare 
Hello dosto aj aj is post me blog me comments setting kese karte h iske bare me bata raha hu


Aksar new blog ke sath kuchh problem hoti h ki unke blog me comments box kabhi dikhta h kabhi nahi dikhta to ye isliye hota h ki kuchh log comments setting ko edit kar dete h matlab ki setting me changes kar dete h or uske bad fir thik se setting set nahi kar pate

Aj is post me me blog ki comments setting ko thik se setup karna bata raha hu is post ki madad se ap apne blog ki comments setting ko thik se set kar sakte h

     Blog me Facebook page add kese kare

Blog me comments box show hona kitna jaruri hota h ye to ap sabhi jante h hamare blog readers comments ke through hame post ke bare me ya unki problem ke bare me bata dete h par yadi blog me comments box show nahi ho to readers comments nahi kar pate jisse kuchh readers blog me aana band bhi kar sakte h is liye blog me comments box show hona chahiye

Me apni taraf se apko bolna chahunga chahunga ki yadi apke pas comment aati h to ap comments ko published jarur kare or comments me puchhe gaye questions ke answer dene ki puri kosis kare to chaliye dosto aage badhte h or dekhte blog me comments setting kese karte h

Blog me comment setting kese kare -

Blog me comments setting karne ke liye ap niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare to chaliye dosto start karte h or blog me comments setting karte h

1. Sabse pehle ap blogger.com par jaye

        Mobile se blogging kese kare important tips

2. Ab yaha par apni gmail id se login kare

3. Blogger dashboard open ho jane ke bad settings par click kare

4. Ab ap yaha par post, comments and sharing par click kare

       Blog home page setting kese kare

5. Ab apko yaha par niche pic me dikhai gayi sem setting karna h



Comment location -
Is option me apse comments location puchha jayega ap is option me Embedded ko select kare

Who can comment -
Is option me apse puchha jayega ki apke blog me kon kon comments kar sakte h to ap anyone select kare ya fir user with google account select kare me is option me anyone select karta hu ap apne aanusar set kar sakte h

Comment moderation -
Is option ka use se ham apne blog me aane bali comments me ye set kar sakte h ki comments directly published honi chahiye ya comments pehle ham ko dikhni chahiye or jo comments hame published karni h kar sakte h or jo nahi karni h delete kar sakte h

       Feed burner me mail setup kese kare

Comments moderation me yadi ham never select karte h to blog me jo bhi comments aayegi automatic hi published ho jayegi me yaha par always select karta hu jisse jo bhi comments aati h pehle me check karta hu uske bad published karta hu me apko bolna chahunga ap always select kare isse hamare blog me spam comments published nahi hogi spam comments ko delete kar sakte h

Show word verification -
Show word verification is option ka use karne se jab bhi koi hamare blog me comments karenge unko comments published karne se pehle kuchh word show hoga uske bad word ko thik se add karne ke bad comments publish karenge

       Post template kya h or kese use kare

Show word verification is option ko ap apni aanusar set kar sakte h pehle reehinditrick me ye features use kiya jata tha par kuchh reader ko isse comments karne me problem hone ke karan ise band kar diya gaya ap is ko use karna chahe to Yes set kare yadi use nahi karna chahte to No set kare

Comments form message - 
Is option ka use karke ap blog me comments box ke upar message shoe kar sakte h is feature ko use karne ke liye ap is post ko read kare
Blog me comments box open kese kare 

Google+ comments -
Is option ka use se ham apne blog me google+ comments box show kar sakte h is option ka use se baki sabhi comments settings koi work nahi karti h to ap is optin ko no set kare


Yadi ap google+ comments ka use karte h to apke blog me pic me dikhai de raha is type ka comments box dikhai dega to ap is option ka use apne aanusar kar sakte h

Is type se ham apne blog me comments setting kar sakte h or blog ki comments setting me kuchh extra features ka use kar sakte h ya extra features ko off kar sakte h

        Blog post redirect kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

  1. bro bhut dino se mere blog par commemt show nahi kar rha tha aaj aapne btaya wese setting kiya hai dekhte hai kaisa rhata hai

    ReplyDelete
  2. Hmmm nice work visit more tricks here www.Howtechinfo.com

    ReplyDelete
  3. Really nice information. Anyone comment box select karna hi best hota hai. Kyuki isase istemaal se har readers comment kar sakta hai.

    ReplyDelete
  4. aapki jo post ke last me jo ads show ho rahe hai wo kaise add kiye hai

    ReplyDelete
  5. Bro ye match content ads hai.
    Or direct html me add kiya hu

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock