Facebook account device activity check kese kare
Hello friends aj is post me Facebook account device activity check kese karte h iske bare me bata raha hu
Aj kal sabhi log facebook ka use karte h ap bhi facebook jarur use karte hoge or apne facebook account ko bohot jagah open kiye joge or ho sakta h apko yad bhi na ho ki apka facebook account kon kon se device me open (login) h
Par yadi ham chahe to Facebook ke ek feature device activity ki madad se jan sakte h device activity me ham aasani se jan sakte h ki hamara facebook account kon kon se device me open h ya hua h
Facebook me color full comments kese kare
Device activity ki madad se account kaha kaha open hua h ya open h ye to jan hi sakte h or sath me yadi ham chahe to bahi par se other device se apne account ko logout bhi kar sakte h
Facebook account device activity se kya kya kar sakte h -
Facebook me device activities ka ye bohot achha feature h iski madad se ham bohot sari account information le sakte h
Facebook email login alert start kese kare
1. Hamara facebook account kon kon se device me active h check kar sakte h
2. Facebook account kon kon se device me open hua h check kar sakte h
3. Kisi bhi device me open account ko log out kar sakte h
Bohot logo ke pas ek se jada mobile hota h or sabhi mobile me Facebook account open hota h yese me kabhi kabhi ham hamara mobile kisi ko use karne ko bhi de dete h par kabhi kabhi facebook account ko logout karna bhool jate h yese me ham facebook ka device activity feature ka use se us device se apne facebook account ko logout kar sakte h to chaliye dosto start karte h
1. Sabse pehle ap play store me jaye or facebook app download kare
Facebook page me tab add or customize kese kare
2. Ab ap facebook app me apna Facebook account open kare
3. Account open ho jane ke bad facebook menu par click kare
4. Ab ap down scroll kare or account settings par click kare
5. Ab apko yaha par security par click karna h
Facebook page or group link kese kare
6. Ab apko yaha par WHERE YOU'RE LOGGED IN is option ke niche account open sabhi device dikhai denge
7. Ab apko jis device se account ko logout karna h ap device ke name par click kare
8. Ab next page me ap logout par click kare
9. Logout par click karne ke bad apka Facebook account other device se logout ho jayega
Is prakar se ham facebook account device activity check kar sakte h or apne facebook account kon konse device me active h check kar sakte h or sath me logout bhi kar sakte h
Facebook post me comments off kese kare
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye......

Facebook account device activity check kese kare -
Facebook account me device activities ko check karne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare1. Sabse pehle ap play store me jaye or facebook app download kare