Facebook me schedule post kese kare

Facebook me schedule post kese kare
Hello friends aj is post me Facebook me schedule post kese karte h iske bare me bata raha hu


Ham facebook me sirf group me schedule post kar sakte h schedule post ham apni Facebook timeline me nahi kar sakte h jis group me ham admin h us facebook group me ham schedule post kar sakte h

Schedule post kya h -
Facebook group me schedule post ka use karke ham post me ham time set kar sakte h or post me jo bhi time set karte h us time me post published ho jati h


Yadi apke pas group h or ap group me alag alag time me post published karna chahte h or apke pas time nahi h to ap schedule post ka use kar sakte khali time me ap post ka schedule create kar sakte h or jis time me post karna chahte h us time ko select kar sakte h

        Facebook account device activity check kese kare

Facebook me schedule post alarm ghadi ke jesi hoti h jase ham alar ghadi me time set karte h usi type se Facebook me bhi schedule post me time set kar sakte h jis prakar jis time me alarm set karte h time hote hi alarm start ho jata h usi type se Facebook me bhi jis time me post schedule set karte h usi time me post automatic published ho jati h


Facebook me ham kam se kam current time se 30 mit ke bad ka or jada se jada 2 month tak ka schedule set kar sakte h matlav ye ki yadi abhi 02:00 baj rahe h to ham 02:15 ka time set nahi kar sakte h kam se kam 30 minutes bad ka time set kar sakte h yadi current time 02:00 h to ham 02:31 ka post schedule set kar sakte h

         Facebook me color full comments kese kare

Ab ap samjh hi gaye honge ki facebook me schedule post kya h or kitna time set kar sakte h to chaliye friends facebook group me schedule post karte h

Facebook me schedule post kese kare -

Facebook group me schedule post karne ke liye aap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne facebook group me schedule post published kar sakte h

1. Sabse pehle ap play store me jaye or yaha se Facebook app download kare

2. Ab facebook app me apna facebook account open kare


3. Facebook account open ho jane ke bad ap jis group ke admin h us group ko open kare

4. Ab ap yaha par post editor open kare post editor open ho jane ke bad yaha par ap sabse pehle post likhe

         Facebook email login alert start kese kare

5. Post likh ke complete ho jane ke bad ap schedule par click kare


6. Ab apko schedule post feature disable dikhai dega to ap sabse pehle schedule post feature ko enable kare


7. Ab apko sabse pehle bale box me ap date set kare or dusre box me time set kare


8. Ab ap SCHEDULE par click kare


9. Ab jab apka set hua time hoga to apki post publish ho jayegi or apko notification bhi diya jayega


Is prakar se ham Facebook me schedule post kar sakte h or set kiye huye time me apni post ko published kar sakte h
         Facebook page me tab add or customize kese kare

Note -
Friends ap is trick ka use sirf facebook app me or computer me work karegi Lite app me ye trick work nahi karti h Facebook app ka use kar ke ham aasani se facebook group me schedule post kar sakte h

       Facebook page or group link kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock