Backlink kaise banaye - best way to increase backlink
Hello friends aj is post me backlink create kese kare or backlink banane ke best ways kon se hai iske bare me bata raha huBacklink ke bare me to ap jante hi hai backlink kya hai - types and benefits of backlink is post ko padh ke ap backlink ke bare me jan sakte hai
Pichhli post me ham backlink ke bare me jan gaye the ki backlink kya hai backlink se kya kya fayde hote hai yadi apne post nahi read kiye hai to ap link par click kar ke post read jarur kare uske bad is post ko continue kare
Backlinks create karne ke bohot se ways hai jinse ham apni website ke liye backlinks create kar sakte hai or apni website ke backlinks ko increase kar sakte hai par hame website ke liye achhe or quality backlinks create karna hai
Search engine se link remove kese kare
Website ke liye backlinks create karne ke liye apko backlinks ka thoda knowledge hona jaruri hai tabhi ap apni website ke liye useful backlinks create kar payenge hame apni website ke liye do-follow backlinks create karna hai par ap sirf do follow links hi create na kare ap sath sath no-follow backlinks bhi create kare
Backlinks create karna hai iska ye matlav bilkul nahi hai ki ham hamari website ke liye kahi se bhi or kese bhi backlinks create kar le yadi ap apni website ke liye unnatural backlinks create kar lete hai to un backlink ka apki website par bad effect bhi pad sakta hai ap aage ke point dhyan se padhe
1. Backlinks hame apni site se related website se create karna hai
2. High quality backlinks create karna hai
3. High PR website se backlinks create karna hai
4. Do-follow or no-follow backlinks create karna hai
5. Sirf do follow backlinks create karne me dhyan na de
6. Low quality backlinks create na kare
7. Low quality website se links na le
8. Low quality links website me aane par links ko remove kare
9. High domain authority or page authority website se links create kare
10. Yesi websites jinki alexa rank kam ho yesi website ko backlinks create karne ke liye choose kare
Low quality backlink remove kese kare
Backlinks create karte time ap upar bataye gaye sabhi 10 points ka dhyan rakhe or apni website ke liye achhe or useful backlink create kare
what are link building -
Backlinks create karna matlav kisi other website me apni website ke link or post ke link ko add karna link building hoti haiLink building ke liye bohot se ways hai jinse ham aasani se apni website ke liye bohot sare backlinks create kar sakte hai or aj kal bohot se yese paid or free tool bhi jinse bohot kam time me hi unlimited backlinks create kar sakte hai or hight quality ke backlinks ko buy bhi kar sakte hai
Me apko suggest karunga ki ap backlink create karne ke liye na hi ap kisi paid tool ka use kare or na hi kisi se paid backlinks buy kare ap apni website ke liye khud bhi backlinks create kar sakte hai or apne backlinks ko increase kar sakte hai
Backlink kaise banaye (how to create backlinks) -
Apni website ke liye backlinks create karne ke liye ap aage bataye gaye points ka use kar ke apni website ke liye backlinks create kar sakte hai1. Guest posting -
Apne blog se related blog par guest post kar ke ham apne blog backlinks create kar sakte hai jo backlinks ham guest posting se create karte hai us backlink se hame achha traffic bhi mil jata hai
Yadi ap bhi guest post se apne blog ke liye backlink create karna chahte hai to ap guest posting ke liye ek achha blog choose kare jisse apko high quality backlinks bhi mil jaye or traffic bhi
2. Commenting -
Ap apne blog se related blog me comments kare jisse apko commeyke through bhi backlinks mil jayega, comments se jo backlinks milte hai vo no-follow backlinks hote hai or blog ke liye no-follow or do-follow dono important hote hai par ap jada do-follow links created karne ki kosis kare
3. Luv commenting enable blog me comments kare -
Luv comments enable blog yese blog hote hai jo comments ke through do-follow backlinks dete hai, ap yese luv comments enabled blog par comments kar ke asani se do-follow backlinks create kar sakte hai
Best online seo tools in hindi
4. Web directory submission -
Ap apne blog or post ke links ko web directory me submit kar ke ap high quality ke backlinks create kar sakte hai apko bohot sari free or paid web directory mil jayegi jin par ap backlinks create kar sakte hai
5. Create social networks profile -
Social networking site me ap apni profile create kar ke apna blog or website ka url add kare usse bhi ap high quality backlinks create kar sakte hai
6. High quality content -
Ap apne blog me high quality or original post likhe jisse apke reader apki post pasand karenge or share bhi karenge sath sath unke blog me apke blog ke bare me bhi batayenge
7. Link exchange -
Apni website se related website se high quality backlink create karne ka ye ek bohot achha option hai ki ap apni website se related website se link exchange kare jisse apke backlinks increase honge
8. Submit your blog, blog directory -
Kuchh yesi directory hoti hai jo main blogger ke liye hi hoti hai baha par ap apne blog ki post ko submit kar sakte hai, blog submit kar sakte hai or backlinks create kar sakte hai
Google news me blog submit kese kare
9. Join yahoo questions answer forum -
Yahoo questions ans. Forum join kare or jada se jada logo ko answer de or apne site or post link add kare jisse apko high quality backlinks create kar sake or ab yaha par apne questions bhi puchh sakte hai
10. Create your brand channel -
Youtube me apna brand channel banaye or apni website ko youtube me verify kare isse apko youtube se high quality backlinks milega, or ap video ke description me apne blogs ke link bhi add kare or apne backlinks increase kare
Ab ap in ways ka use kar ke apne blog ke liye backlinks create kar sakte hai or apne blog ke links ko increase kar sakte hai
Blog me comment setting kese kare
Friends me ek bar fir se bolna chahunga no-follow or do-follow dono type ke backlinks blog or website ke liye important hote hai to ap dono type ke links build kare or kisi bhi types ko ignore na kare or jitna ho sake high quality backlinks create kare
Friends kesi lagi post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fit se milenge tab tak ke liye bye....
Nice share bro. Keep posting. Bro lekin mujhe ni lagta ko commenting se jyada traffic aata hoga .
ReplyDeleteMy site - hindihelpyar.com
Comments se jada traffic to nahi aata hai but backlinks to jarur mil jata hai
ReplyDeleteJarur. Contact kare
ReplyDeleteSk99813707@gmail.com
Nyc content bro backlink do meri website ko sarkariresult.online
ReplyDeleteAap apna wtsapp no de skte ho mera wtsapp no. 8126564832
Thanks
ReplyDeleteAp reehinditrick facebook page me contact kar sakte hai or msg bhi send kar sakte hai
Follow this link
Facebook.com/reehinditrick
Good information please visit www.tricksinhindi.com
ReplyDelete