Backlink kya hai - types and benefit of backlink

Backlink kya hai - types and benefit of backlink

Hello friends aj is post post me backlink kya hai (what are backlink) backlink ke type or backlink se kya fayde hote hai iske bare me bata raha hu


Yadi ap ek blogger hai to apko pata hi hoga ki backlink ya link building kya hote hai or yadi nahi pata hai to don't worry aj ham iske bare me thik se janenge ki backlink akhir hota kya hai or kis kam aata h


Yadi ham apni website or blog me traffic increase karna chahte hai to website ki traffic increase karne ka sabse achha rasta yahi hai ki ham apne blog or website ka seo (search engine optimization) achhe se kare or apna seo increase kare

        Search engine se link remove kese kare

Website or blog ki traffic increase karne ke liye hame apne blog ka seo or rank increase karna hoga yadi hamari website ka seo or rank achha hoga to website me traffic automatic hi increase hogi to friend aj ham bat kar rahe hai backlink ki to me batate chalta hu ki website seo me backlink ka ek apna main role hota hai

Backlink ki madad se ham kisi bhi website ka seo increase kar sake ha or backlink ki madad se hi ham apne website ki rank fast kar sakte hai or website me traffic increase kar sakte hai

 kya hai ( what are backlink) - 

Backlink yese link hote hai jo kisi other web page se hamari website me aate hai  yadi hamari website ka link kisi other website me add hai to other website se hame backlink mil jata hai or traffic bhi

         Low quality backlink remove kese kare

Jab koi hamare other site me add link par click karte hai to visitors direct hamari website me aajate hai or jis link ki madad se vo hamari website me redirect hote hai vo link backlink hota hai

Blog or website me traffic increase karne ke liye or blog rank increase karne ke liye backlink bohot jada useful hote hai backlinks ki madad se ham apne hard work ko smart work kar sakte hai


Bohot se logo ke man me ye equation jarur hota hai ki kya ham backlink ke bina bhi website ko rank kara sakte hai to me apko clear kar deta hu ji ha ham rank to kar sakte hai par uske liye bohot jada mehnat (work) karna hota hai

          Best online seo tools in hindi

yadi hamari site me ache or high quality backlink hai to hamari website fast grow kar leti hai or hamari website ka seo or traffic dono increase ho jata hai yadi website me traffic or blog seo acha rahega to blog rank automatic hi increase hogi

Backlink kitne prakar ke hote hai(types of backlink) -

Backlinks alag alag types ke hote hai to apko thoda sa iska idea bhi hona chahiye taki ap apni website ke liye achhe or useful backlink create kar paye

Low Quality Backlinks -
Low quality backlinks yese backlink hote hai jo hame low quality websites ya spam website se milte hai low quality backlink hamari website ke kisi kam ka nahi hote hai low quality link ko ham spam link bhi bol sakte hai to yese low quality backlinks hame apni sites ke liye kabhi create nahi karna chahiye

High Quality Backlinks -
High quality backlink yese backlinks hote hai jo hame high quality websites se milte hai, yesi website jinki domain authority or page authority achhi hoti hai or yedi yesi website se hame backlinks milte hai to yese backlinks high quality backlinks hote hai or high quality backlink hamari site ke liye bohot jada useful hote hai

No-follow backlinks -
No follow backlinks yese backlink hote hai jinki madad se hame kisi other site se traffic to milta hai but google bots (spider)inhe follow nahi karte hai no follow backlink par click karne se link usi page par open hota hai jis page me ham hote hai


No follow backlinks ke liye rel="nofollow" tag ka use karte hai, no follow backlink ka structure is type ka hota hai
<a href=”http://www.reehinditrick.in/” rel=”nofollow”>ReeHindiTrick</a>

Do-follow backlinks -
Do follow backlinks yese backlinks hote hai jinse other website se traffic to aata hi hai or do follow backlinks ko google bots (spider) follow bhi karte hai do follow backlinks website ke liye bohot jada important hote hai 

          Google news me blog submit kese kare

Do follow backlinks ke liye rel="dofollow"  tag ka use karte hai or do-follow backlinks ke liye kisi bhi tag ki jarurat nahi hoti hai do follow backlinks ka structure is type se hote hai
<a href="http://reehinditrick.in/">ReeHindiTrick</a>


Backlink ke fayde ( benefit of backlink) -

Backlink ke hamari website me bohot sare fayde hote hai jisme se me yah par kuchh fayde bata raha hu

1. Website rank -
Backlinks kisi bhi website ki rank increase karne ke liye bohot jada useful hote hai isse website fast grow karti hai

2. Domain or page authority -
high quality backlinks ki madad se domain or page authority increase karne me bohot jada madad milti hai

3. Referral traffic -
Kisi other website se aane bala referral traffic increase hota hai jitna jada referral clicks milenge utna hi website ke liye bohot achha hota hai

4. Search traffic (organics traffic) -
Website me high quality backlink rahenge to website ki search rank bhi increase hogi or hamare website ki post search results me jaldi show hogi or pehle show hogi

Ye kuchh fayde hai jo hame backlinks se hote hai or bhi bohot sare fayde hote hai or yadi ap backlink me dhyan nahi dete hai ya apni website ke liye link building start kar dijiye backlink ko ap ignore na kare


Ap apni website ke liye achhe or quality backlink create kare or backlink create karne ke liye top high quality websites choose kare jiase apki website ko high quality backlinks milenge or un backlinks ka achha benefit apki website ko milega

          Blog backup kese banaye

Ab ap backlink kya hai or backlinks kitne type ke hote hai or backlink se website ko kya benefit hota hai samjh gaye honge to ap bhi apne website ke liye high quality bacllink create kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

  1. Bahi Bohut Umda Sharing Hai well done bro

    ReplyDelete
  2. आपने बैकलिंक के ऊपर बहुत ही बढ़िया पोस्ट लिखा है, इससे नए ब्लॉगर को काफी कुछ नया सीखने को मिलेगा ! आप मेरी भी वेबसाइट पढ़ा कीजिये मैं भी आप ही के तरह कुछ न कुछ नया लिखने की कोशिस करता रहता हु !

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock