Android mobile app kaise banaye

Android mobile app kaise banaye

Hello friends aj is post me free me Android app kese banate hai iske bare me bata raha hu.


Sabhi jante hai application design karna kitna muskil kam hai kisi bhi achhe ap ko design karne ke liye developer ko bohot time lagta hai tab ek achha application design kiya jata hai.


Ek professional application design karne ke liye hame coding language ka knowledge hona chahiye tab ham ek achha professional app create kar sakte hai.

Par friends don't worry yadi apko coding knowledge nahi hai or ap app banana chahte hai to bhi ap ek simple app create kar sakte hai appsgeyser website se ap bina coding ke kuchh simple steps follow kar ke ek achha app design kar sakte hai.

        user apps ka backup kaise banaye

Yadi apke pas blog/website hai to ap appsgeyser web-site se apne blog web-site ko app me convert kar sakte hai or jo apka app download karenge app ki madad se direct ek click me apki website open kar sakte h to chaliye dosto start karte hai or apne blog website ke liye ek app create karte hai.

Free me android app kese banaye -

Appsgeyser website se app create karna bohot hi aasan h bas apko niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow karna hai to chaliye dosto start karte h

1. Sabse pehle ap google me jaye or appsgeyser search kare or  appsgeyser website open kare - Appsgeyeser

2. Ab yaha par ap Create Now par click kare


3.ab yaha par app type choose kare matlab apko jis ke liye app banana hai usko select kare jese mene blog ke liye click kiya hu


4. Yaha par apni website ka pura url dale jiske liye app banana h uska url dale


5. Ab yaha par app ka name type kare jo bhi apko app ka name rakhna hai


6. Description yaha apko app ka description  dalna h jese ki apke app me kis kis ki jankari milegi jese mene android trick dala 2 - 4 line bhi dal sakte h


7. Ab yaha par ap icon select kar sakte h yadi apni pasand ka icon set karna hai to custom par click kare or image me se apni pasand ka icon choose kare


8. Ab ap appsgeyser website par apna account banaye


9. Account banane ke bad ab ap appsgeyser ke dashboard me chale jaoge yaha se app ka preview dekh sakte h download par click kar ke apna app dawnload kar sakte h


10. Ab ap chahe to publish par click kar ke app ko play store par dal sakte hai


Ap apne apne website/blog ke liye app create kar liye hai is prakar se ham apne blog website ke liye free me android app bana dakte hai

      Mobile root karne ke bad kya kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock