Mobile banking vs net banking konsi banking choose kare

Mobile banking vs net banking konsi banking choose kare

Hello friends aj is post me mobile banking or net banking me konsi banking apke liye choose karna better rahega iske bare me bata raha hu.


Yadi apke pas bank account hai to ap bhi apni banking ko aasan banane ke liye mobile banking ya internet banking start karne ki jarur soch rahe honge, or sochenge bhi kyun nahi itni achhi service jo hai or kam bhi fast ho jata hai.


Net banking or mobile banking ke use se ham apni banking ko bohot aasan bana sakte hai or bina bank jaye hi apne bank account se kahi se bhi or kabhi bhi transaction kar sakte hai isi liye sabhi chahte hai ki hamare bank account me mobile banking ya net banking start rahe.

       Net banking kya h net banking start kaise kare

Yadi ap bhi apne bank account me mobile banking ya net banking start karana chahte hai to ap bhi jarur soch rahe honge ki me apne bank account me mobile banking start karu ya net banking start karu to apke is question ka jawab aj is post me mil jayega jisse ap achhi or best service select kar paoge.

Mobile banking vs net banking -

Mobile banking or net banking ko compare karne ke liye me yaha kuchh point bata raha hu yadi ap unko achhe se read karenge to jarur samjh jayenge ki apke liye mobile banking sahi rahega ya net banking sahi rahega.

1. Device -
Mobile banking ko access karne ke liye mobile jaruri hai or ham mobile banking ko sirf mobile me hi access kar sakte hai.


Internet banking (net banking) ko ham mobile ya computer dono me se kisi bhi device me access kar sakte hai.

2. Anywhere anytime transaction -
Mobile banking se kabhi bhi kahi se bhi aasani se transaction kiya ja sakta hai.

Net banking se bhi kahi se bhi kabhi bhi aasani transaction kiya ja sakta hai.

3. Recharge -
Mobile banking se aasani se recharge kiya ja sakta hai.

        Mobile banking kese use kare

Net banking se recharge karne ke liye hame kisi online recharge service ka use karna hota hai jese freecharge, paytm etc.

4. Online shopping -
Mobile banking se ham online shopping nahi kar sakte kyonki online shopping website me mobile banking se payment karne ka koi bhi option nahi hota hai.

Net banking se online shopping kar sakte hai kyonki online shopping website me net banking se payment karne ka option available hota hai.

6. Balance inquiry -
Mobile banking me ham aasani se apne bank account me available balance check kar sakte hai.

Net banking se bhi ham apne bank account me available balance check kar sakte hai.

7. Transaction statement -
Mobile banking me ham aasani se pichhle huye transactions ko aasani se check kar sakte hai.

Net banking me bhi ham apne pichhle transaction ko check kar sakte hai.


In sabhi point ko read karne ke bad ab ap samjh hi gaye honge ki apke liye mobile banking ya net banking konsi banking sahi rahegi samjh hi gaye honge.

       Mobile banking se pese transfer kaise kare

Yadi ap fir bhi samjh nahi pa rahe ki konsi banking apne bank account me start kare to me apko suggest karunga ki ap net banking choose kare ya fir ap chahe to mobile banking or internet banking dono hi apne bank account ko select kar sakte hai or apni banking ko aasan bana sakte hai.

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Thanks for visiting Reehinditrick.in pleas follow reehinditrick on social media accounts thank you so much .

Like Facebook Page-
http://www.facebook.com/reehinditrick

Subscribe YouTube channel -
https://www.youtube.com/c/reehinditrick

Follow on google+ -
https://plus.google.com/+Reeteshchandrawanshi

Join Facebook group -
https://www.facebook.com/groups/1249837521705448/

View about me profile -
https://about.me/reeteshch

View my profile blog -
https://reeteshch.blogspot.in

View my other blog -
Reetrick.in.net

     
            Most popular & effective posts -
 
      •crawl error kya h or fix kese kare

      •Mobile number blacklist me add kaise kare

      •Google map me address add kaise kare

      •Mobile root kya h - benefit of rooted mobile

      •Android mobile automatic switch off or on kese kare

Comments

  1. i suggest net banking is very worth and secure.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock