ReeHindiTrick.in me guest post kaise kare

ReeHindiTrick.in me guest post kaise kare

Hello friends aj is post me ReeHindiTrick website me guest post kaise kare iske bare me bata raha hu.


Sabhi blogger apne blog me traffic or backlink lene ke liye guest post karte hai jisse backlink or traffic dono mil jata hai or hamare blog ki ranking or DA, PA increase hone lagta hai yadi ap reehinditrick website me guest post me guest post karna chahte to apko aj is post me milegi full information.


Guest post kya hai or guest post ke kya kya benefits hai ye to ap jante hi honge yadi nahi jante hai to don't worry mene iske liye bhi pehle hi ek post likh chuka usko read karke ap guest post ke bare me full information le sakte hai "guest post " is post me apko guest post ke bare me jankari mil jayegi.

       Mobile banking vs net banking konsi banking choose kare

Lagbhag sabhi blogger high DA, PA blog website me guest guest post karte hai taki  us blog se milne bale backlink ka achha benefit blog ko mil sake bahi yadi bat kare ReeHindiTrick ki to aj date 24/05/2018 hai or reehinditrick ka DA - 22 or PA - 34 hai jo ki mere hisab se bohot achha hai yadi ap reehinditrick se backlink lena chahte hai to ap guest post kar ke le sakte hai.

ReeHinditrick me guest post send kaise kare -

Reehinditrick.in me ap 2 type se guest post send kar sakte hai 1 - Facebook page me msg kar ke 2 - mail send kar ke,  or ye dono hi type bohot achhe hai ap jis bhi type se post send karna chahte hai kar sakte hai.

1. Facebook page me guest post send kare -
Yadi ap Facebook page me msg karke guest post send karna chahte hai to ap aasani se send kar sakte hai iske liye apko sabse pehle reehinditrick ke Facebook page me jana hoga reehinditrick page open ho jane ke bad ab apko page ko like karna hoga or send messages par click karna hoga.


Is link par click karke ap direct ReeHindiTrick facebook page me ja sakte hai or apni guest post send kar sakte hai

https://www.facebook.com/reehinditrick


2. Mail se guest post send kare -
Mail se guest post send karne ke liye apko hamari mail id me guest post send karna hoga uske bad ham apne blog me apki guest post jarur publish karenge.

Guest post send karne ke liye mail id
1.
Reeteshch31@gmail.com

2.
Rakeshch2025@gmail.com

Ap in dono me se kisi bhi mail id me apni post send kar sakte hai.

Note -
ReeHinditrick me guest post karne ke liye important note hai apko inko dhyan se padhna chahiye or uske bad hi guest post send kare yadi note me bataye gaye points ko apki post follow karegi to apki post jarur published ho jayegi.

1. Apko guest post images ke sath send karna hoga bina images ke post publish nahi ki jayegi.

2. Apki post reehinditrick ki kisi bhi post se match nahi honi chahiye.

3. Apki post tech category ki honi chahiye.

       Mobile banking vs net banking konsi banking choose kare

4. Apki post kisi other blog ki post se match nahi honi chahiye. Matlb sem content nahi hona chahiye.

5. Apki post user friendly honi chahiye, mtlb jis bare me bhi apki post ho users ko thik se samjh aani chahiye.

Yadi apki post upar bataye gaye points ko follow karti hai to apki post reehinditrick.in blog me jarur se published ki jayegi.

Guest post blog me kab publish hogi -
Apke guest post send karne ke 24-36 hours me apki post blog me publish kar di jayegi.


Yadi kisi karan se apki post 24-36 hours me publish nahi ki jati hai to ap hamse comments or mail ke through contact kar sakte hai or apni guest post ke bare me puchh sakte hai ya ap chahe to facebook page me message bhi send karke apni guest post ke bare me questions puchh sakte hai.

       Kaise Apne Photography Business Ko Instagram Par Promote Kare

Friends is type se ap ReeHindiTrick.in blog me apni guest post send kar sakte hai or reehinditrick se backlink le sakte hai ummid hai apko ye post pasand aayi hogi next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Thanks for visiting Reehinditrick.in pleas follow reehinditrick on social media accounts thank you so much .

Like Facebook Page-
http://www.facebook.com/reehinditrick

Subscribe YouTube channel -
https://www.youtube.com/c/reehinditrick

Follow on google+ -
https://plus.google.com/+Reeteshchandrawanshi

Join Facebook group -
https://www.facebook.com/groups/1249837521705448/

View about me profile -
https://about.me/reeteshch

View my profile blog -
https://reeteshch.blogspot.in

View my other blog -
Reetrick.in.net

     
            Most popular & effective posts -
 
      •crawl error kya h or fix kese kare

      •Mobile number blacklist me add kaise kare

      •Google map me address add kaise kare

      •Mobile root kya h - benefit of rooted mobile

      •Android mobile automatic switch off or on kese kare

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock