Without mobile number unlimited gmail id create kaise kare

Without mobile number unlimited gmail id create kaise kare

Hello friends aj is post me without (bina) mobile number ke unlimited id kaise banaye iske bare me bata raha hu.

Unlimited gmail id create

Google account ek yesa account hai jo android mobile me hona bohot important hai ek google account se ham google ki alag alag service ko aasani se manage kar sakte hai or apne android mobile ko properly use kar sakte hai.


Google account ko ham gmail account ya gmail id bhi bol sakte hai google service ko access karne ke liye gmail id ya Google account hona bohot important hota hai Google ki kuchh yesi bohot si services bhi hai jinko ham bina gmail id ya google account ke access nahi kar pate hai iske liye google account hona important hota hai.

Google account create karne ke liye ya gmail id create karne ke liye mobile number important hota hai bina mobile no. Ke gmail id create karna bohot muskil kam hai, par yadi apke pas mobile no. Nahi hai ya fir ap bina mobile number ke Google account create karna chahte hai to don't worry aj me apko without mobile number google account create karna bata raha hu is trick se ap bohot sare account create kar sakte hai vo bhi without mobile number.

        Government portal se online paisa kaise kamaye

Kuchh users yese hote hai jinko bohot jada Google account ki jarurat hoti hai yadi apko bhi ek se jada Google account ki jarurat hai to ap bhi bina mobile number use kiye ek se jada account create kar sakte hai, sath hi sath me apko ek bat or batana chahunga ki without mobile number ke jo google account hote hai inko hame sirf temporary account ki taraf use karna chahiye yadi ap professional work ke liye ya long time ke liye account use karna chahte hai to ap mobile number se connected google account hi use kare.


Without mobile number ke create kiye gaye account ko ham temporary account keh sakte hai kyonki bina mobile number ke create kiye gaye account kabhi bhi band ho sakte hai kyonki in account ko recover karna bohot muskil hota hai yadi yese account ek bar recovery mode me jate hai to fir inko use karna bohot muskil hota hai.

Bina mobile number ke Google account kaise banaye -

Bina mobile number add kiye Google account create karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi without mobile number id jarur bana payenge.

1. Sabse pehle ap apne android mobile ki settings par jaye.

     Internet se online paisa kaise kamaye

2. Mobile settings open ho jane ke bad ab ap accounts par click kare.

unlimited gmail id create

3. Ab yadi apke mobile me Google account pehle se add hai to apko google dikhai dega ap Google par click kare.

Without mobile number unlimited gmail id create kaise kare

4. Yadi apke mobile me google account add nahi hai to ap google account remove hone ke bad bali process ko continue kare.

5. Google par click karne ke bad apko apki gmail id dikhai degi ap gmail id par click kare.

Without mobile number unlimited gmail id create kaise kare

6. Ab ap upar right side par more par click kare.

Without mobile number unlimited gmail id

7. More par click karne ke bad ab ap Remove account par click kare.

Without mobile number unlimited gmail id

8. Ab ap fir se chhoti window me bhi Remove account par click kare.

Without mobile number unlimited gmail id create kaise kare

9. Ab apke mobile se Google account successfully remove ho gaya hai.

10. Ab ap mobile ke apps menu par jaye or play store par click kare.


11. Play store open ho jane ke bad apko yaha par account add karne ko kaha jayega ap create a new account par click kare.


12. Yaha par ab ap apna first name or last name type kare or NEXT par click kare.


13. Ab apko yaha par apni date of birth add karna hai or fir gender select karna hai or NEXT par click kare.


14. Ab yaha par gmail id type kare or NEXT par click kare.


15. Ab ap yaha par apne account ke liye password set kare or NEXT par click kare.


16. Ab apko yaha par Add mobile number? Ke liye kaha jayega ap niche SKIP par click kare.


17. Ab yaha par kuchh Privacy or Terms dikhai denge ap I AGREE par click kare.


18. Ab apko yaha par apki gmail id or password dikhai dega ap NEXT par click kare.


19. Ab yaha par google service dikhai degi jese backup yadi ap enable karna chahe to kar sakte hai n chahe to na kare or uske bad NEXT par click kare.


20. Ab apka google account successfully create ho gaya hai.


21. Isi type se ap or bhi account create kar sakte hai.


22. Gmail app open karke ap apne mail address me aaye mails ko check or access kar payenge.

Is type se ham bina apna mobile number add kiye without number bali id create kar sakte hai or apne work ko pura kar sakte hai.

      Kaise Apne Photography Business Ko Instagram Par Promote Kare

Friends kaisi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock